BollywoodTarane

    Download Naam Se Kya Lena song

    Marte Dam Tak 1987

    Free Naam Se Kya Lena mp3 song

    We presents for now Naam Se Kya Lena mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Naam Se Kya Lena
    Artist : Kishor Kumar
    Save As
    Naam Se Kya Lena Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Naam Se Kya Lena
    Song Lyrics Movie = Marte Dam Tak (1987)
    Singers = Kishore Kumar
    Song Lyricists = Ravindra Jain
    Director = Mehul Kumar
    Music Label = T-Series
    Starring = Raaj Kumar, Govinda, Farha Naaz
    Release on = 17th July, 1984


    mp3 songs

    ((Naam se kya lena mera kam dekho yaro
    Naam se kya lena mera kam dekho yaro
    Arey naam to hota hai badnaam yaro
    Kis ko kaha se uthana hai
    Kis ko kaha pahuchana hai

    Ye apna dhanda purana hai
    Kam ka mai leta hu inam dekho yaro
    Kam ka mai leta hu inam dekho yaro
    Arey naam se kya lena mera kam dekho yaro
    Naam se kya lena mera kam dekho yaro

    Mere nagmo ke diwane hai kai kai
    Yaha waha mere nishane hai kai
    O mere nagmo ke diwane hai kai kai
    Yaha waha mere nishane hai kai
    Abhi mujhe parde hatane hai kai
    Logo ko tmashe dikhane hai kai

    Jaldi jaldi bhar lo ke zam dekho yaro
    Jaldi jaldi bhar lo ke zam dekho yaro
    Hath jal jayenge ye sham dekho yaro
    Dil aapka bahlana hai apna bhi kam bnana hai
    Ye apna dhanda purana hai
    Naam se kya lena mera kam dekho yaro
    Naam se kya lena mera kam dekho yaro
    Arey naam to hota hai badnaam yaro

    Duniya me paisa nchaye sabko
    Yahi hai jo rasta bhulaye sabko
    Paise ki tamana staye sabko
    Par ye gale na lagaye sabko
    Paise ki tamana staye sabko
    Par ye gale na lagaye sabko

    Paise ka zamana gulam dekho yaro
    Paise ka zamana gulam dekho yaro
    Arey sab kare salam isko dekho yaro

    Zami ko phalak se mila ke rakh du
    O ho aag pani me mila ke rakh du
    Zami ko phalak se mila ke rakh du
    Pathar ko bhi hila ke rakh du
    Sari mehfil ko nacha ke rakh du

    Khel to dikhaya anzam dekho yaro
    Khel to dikhaya anzam dekho yaro
    Kam abhi karunga tamam dekho yaro
    Yaha jogi mera nishana hai
    Pyar se le jana hai
    Ye apna dhanda purana hai...))


    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Naam Se Kya Lena mp3 song, Naam Se Kya Lena lyrics, Naam Se Kya Lena Lyrics, Lyrics Naam Se Kya Lena, Naam Se Kya Lena hindi lyrics, Naam Se Kya Lena hindi movie songs, Naam Se Kya Lena bollywood songs, Naam Se Kya Lena bollywood songs lyrics Download Naam Se Kya Lena mp3 song