BollywoodTarane

    Download Meri duniya mein tum song

    Heer Raanjha 1970

    Free Meri duniya mein tum mp3 song

    We presents for now Meri duniya mein tum mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Meri duniya mein tum
    Artist : Lata Mangeshkar
    Save As
    Meri duniya mein tum Song Lyrics
    Song Title : Meri Duniya Mein Tum Aye
    Movie/Album Name: HEER RANJHA
    Singer(s) : MOHD RAFI, LATA MANGESHKAR

    Lyrics:

    Rafi
    Meri duniya mein tum aayeen
    kyaa kyaa apne saath liye
    Tan ki chandi man ka sona
    Sapanon waali raat liye

    Meri duniya mein tum aayeen

    Tanha tanha khoya khoya dil mein dil ki baat liye
    Kab se yoon hi phirta tha main armanan ki baaraat liye

    Meri duniya mein tum aayeen
    Rajkumar
    Ankhere ka ishara samajho aaj diya dilka jalana hoga

    Priya
    Tum bade who ho mujhe jaane do

    Rajkumar
    Jaa sakogi

    Priya
    Mujhe jaana hogaa, chhodo naa

    Rajkumar
    Aaj ki raat to dil todo naa

    Lata
    Dhalka aanchal phaila kaajal ankho mein ye raat liye
    Kaise jaaoon sakhiyo men ab teri ye saugaat liye
    Dhalka aanchal phaila kaajal

    Rafi
    Meri duniya..

    Lata
    Seene ki ye dhadkan sunle naa koyi
    Haye haye ab dekhe naa koyi

    Rafi
    naa jaao naa jaao

    Lata
    Hato hato dar lagta hai
    Rafi
    Suno suno
    Lata
    Dar lagta hai

    Rafi
    Dil mein kitni kaliyaan mehki
    Kaise kaise phool khile
    Nazuk nazuk meethe meethe hothon ki khairaat liye
    Meri duniya mein tum aayeen

    Lata
    Chand se kaise aankh milaaoon

    Rafi
    baahon mein aao tumko bataaoon

    Lata
    Bas bhi karo
    Rafi
    ab naa daro raat hai ye apni

    Lata
    Payal chhanake kanganaa khanake badali jaaye chaandani
    Manzil manzil chalna hoga haathon mein ye haath liye


    Rafi
    Meri duniya mein tum aayeen
    kyaa kyaa apne saath liye
    Tan ki chandi man ka sona
    Sapanon waali raat liye

    Meri duniya mein tum aayeen


    POSTED BY:DEVI MANDAL
    Meri duniya mein tum Video Song

    Meri Duniya Mein Tum Aaye-Heer Raanjha 1970 Full Video Song, Raaj kumar, Priya Rajvansh

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Meri duniya mein tum mp3 song, Meri duniya mein tum lyrics, Meri duniya mein tum Lyrics, Lyrics Meri duniya mein tum, Meri duniya mein tum hindi lyrics, Meri duniya mein tum hindi movie songs, Meri duniya mein tum bollywood songs, Meri duniya mein tum bollywood songs lyrics Download Meri duniya mein tum mp3 song