BollywoodTarane

    Download Mere des main song

    Jigri Dost 1969

    Free Mere des main mp3 song

    We presents for now Mere des main mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Mere des main
    Artist : Patriotic
    Mere des main Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Mere des me
    Song Lyrics Movie : Jigri Dost (1969)
    Singer : Mohammed Rafi
    Music By : Laxmikant Kudalkar
    Lyricist :Anand Bakshi

    mp3 songs

    mere desh me pawan chale purwai
    ho mere desh me
    mere desh ko dekhe bhai sari dunia aayi
    mere desh me ho mere desh me
    mere desh me pawan chale purwai
    ho mere desh me

    jhim mil jhil mil tara chamke
    dag mag dag mag naiya dole
    rim jhim badal barse rama ho
    gungun gungun bhawre jhume
    jhar jhar jharne jhume
    cham cham payal baje rama ho
    he gaiya nache bansuri bajaye re kanayi
    mere desh me ho mere desh me
    mere desh me pawan chale purwai
    ho mere desh me

    jiwan apna sundar sapna
    kaun paraya kaun hai apna
    pyar sabhi ka apne dil me ho
    har ek rang ke phul hai khilte
    har majhab ke log hai milte
    is bagiya me is mahfil me ho
    he hum sare hai bharat wasi
    sab hai bhai bhai
    mere desh me ho mere desh me
    mere desh me pawan chale purwai
    ho mere desh me

    ambua ki dali pe koyal
    geet sunaye komal komal
    mere bag ki kaliyo ke ho
    patjhad mast baharo jaise
    pathar bhi hai taro jaise
    mere gaw ki galiyo ke
    mere khet ki mitti ne
    sone ki surat payi
    mere desh me ho mere desh me
    mere desh me pawan chale purwai
    ho mere desh me
    mere desh ko dekhe bhai sari dunia aayi
    mere desh me ho mere desh me
    mere desh me pawan chale purwai
    ho mere desh me


    Posted by: {Anju}

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download mp3 song, Mere des main lyrics, Lyrics, Lyrics , hindi lyrics, hindi movie songs, bollywood songs, bollywood songs lyrics Download mp3 song