BollywoodTarane

    Download Hothon Mein Aisi Baat song

    Jewel Thief 1967

    Free Hothon Mein Aisi Baat mp3 song

    We presents for now Hothon Mein Aisi Baat mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Hothon Mein Aisi Baat
    Artist : Lata Mangeshkar
    Save As
    Hothon Mein Aisi Baat Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Hothon Mein Aisi Baat
    Song Lyrics Movie : Jewel Thief (1967)
    Singer : Lata Mangeshkar & Bhupindr

    mp3 songs


    Lata:
    Honthon mein aisi baat
    (Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
    Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi) -2
    Haan re haan, baat jismein pyaar to hai, zaher bhi hai hay
    Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
    Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi

    Ho shaloo
    Raat kaali nagan si hui hai jawaan -2
    Ho~, hay daiyya kisko dasega yeh sama
    Haan, hay daiyya kisko dasega yeh sama
    Jo dekhoon peechhe mudke (hoy)
    To pag mein payal tadpe (hoy)
    Aage chaloon to dhadakti hai sari angnayi
    Honthon mein haay
    Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
    Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi
    Haan re haan, baat jismein pyaar to hai, zaher bhi hai hay
    Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
    Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi

    Bhupinder:
    Ho shaloo
    Lata:
    Aise mera jwala sa tan lehraye -2
    Ho~, lat kahin jaye ghoonghat kahin jaye
    Haan, lat kahin jaye ghoonghat kahin jaye
    Arrey ab jhumka toote (hoy)
    Ke meri bindiya choote (hoy)
    Ab to banke qayamat leti hoon angdayi
    Honthon mein haay
    Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
    Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi
    Haan re haan, baat jismein pyaar to hai, zaher bhi hai hay
    Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
    Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi




    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Hothon Mein Aisi Baat mp3 song, Hothon Mein Aisi Baat lyrics, Hothon Mein Aisi Baat Lyrics, Lyrics Hothon Mein Aisi Baat, Hothon Mein Aisi Baat hindi lyrics, Hothon Mein Aisi Baat hindi movie songs, Hothon Mein Aisi Baat bollywood songs, Hothon Mein Aisi Baat bollywood songs lyrics Download Hothon Mein Aisi Baat mp3 song