BollywoodTarane

    Download Ye Jo Ladki Hai song

    Bikhre Moti 1971

    Free Ye Jo Ladki Hai mp3 song

    We presents for now Ye Jo Ladki Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Ye Jo Ladki Hai
    Artist : Mohammad Rafi
    Save As
    Ye Jo Ladki Hai Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Ye Jo Ladki Hai Ye Jo Ladka Hai
    Song Lyrics Movie : Bikhre Moti
    Singer : Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar   
    Music By : Laxmikant Pyarelal        
    Lyricist : Majrooh Sultanpuri


    mp3 songs


    ye jo ladki hai, ye jo ladka hai
    ye jo ladki hai
    uddti pawan si hath lage to
    hath na aaye
    ye jo ladka hai
    pahele diwana husan ko pana sikh to jaye
    ye jo ladki hai
    uddti pawan si hath lage to
    hath na aaye haye
    ye jo ladka hai
    pahele diwana husan ko pana sikh to jaye
    ha ha ha la la la la

    mai bolu bolo
    uljhan yahi hai kya hai
    soch kar tum kya kya
    dil me roj aate ho
    soch kar tum kya kya
    dil me roj aate ho
    dekhte hi hum ko
    sab kuch bhul jate ho
    kaise na koi dekhta hi rah jaye
    ye jo ladki hai
    uddti pawan si hath lage to
    hath na aaye
    ye jo ladka hai
    pahele diwana husan ko pana sikh to jaye

    pagal hu sach hai
    par hose bhi hai acha
    dekhna hai kab tak aap dil toadenge
    dekhna hai kab tak aap dil toadenge
    aaj ye aanchal yu nahi chhoadenge

    aise ho tum to tum ko kon samjhaye
    ye jo ladka hai
    pahele diwana husan ko pana sikh to jaye
    ye jo ladki hai
    uddti pawan si hath lage to
    hath na aaye

    baat ye hai vo kya
    tum ho anadi vo kaise
    dil kisi dilbar se mangate nahi aise
    dil kisi dilbar se mangate nahi aise
    or kya samjhau jante nahi jaise
    chhu lu jo ang rang na utar jaye
    ye jo ladki hai
    uddti pawan si hath lage to
    hath na aaye
    ye jo ladka hai
    pahele diwana husan ko pana sikh to jaye

    ye jo ladki hai
    uddti pawan si hath lage to
    hath na aaye
    ye jo ladka hai
    ye jo ladki hai
    ye jo ladka hai
    ye jo ladki hai.


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Ye Jo Ladki Hai mp3 song, Ye Jo Ladki Hai lyrics, Ye Jo Ladki Hai Lyrics, Lyrics Ye Jo Ladki Hai, Ye Jo Ladki Hai hindi lyrics, Ye Jo Ladki Hai hindi movie songs, Ye Jo Ladki Hai bollywood songs, Ye Jo Ladki Hai bollywood songs lyrics Download Ye Jo Ladki Hai mp3 song