BollywoodTarane

    Download Ek Pal Hasna Jo Chaha song

    Bahaar Aane Tak 1949

    Free Ek Pal Hasna Jo Chaha mp3 song

    We presents for now Ek Pal Hasna Jo Chaha mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Ek Pal Hasna Jo Chaha
    Artist : Manhar Udas
    Ek Pal Hasna Jo Chaha Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Ek Pal Hasna Jo Chaha
    Song Lyrics Movie : Bahaar Aane Tak
    Film cast : Sumeet Sehgal, Roopa Ganguly, Tariq Shah, Moon Moon Sen, Shammi, Naveen Nischol,
    Ram Mohan
    Singer : Anuradha Paudwal, Anwar, Kumar Sanu, Mangal Singh, Manhar Udhas, Pankaj Udhas,
    Talat Mahmood
    Lyricist : Ibrahim Ashq, Indeevar, Mohan (1), Sharma
    Music Director : Rajesh Roshan
    Film Director : Tariq Shah
    Film Producer : Gulshan Kumar

    mp3 songs

    ek pal hasna jo chaha dard pagal kar gaya
    ek pal hasna jo chaha dard pagal kar gaya
    mere malik mai to is jine ke hatho mar gaya
    ek pal hasna jo chaha dard pagal kar gaya

    kya karu kisko pukaru koi bhi apna nahi
    mere sapno ki chita aankho me hai sapna nahi
    dil pe aisi aag barsi roshni se dar gaya
    ek pal hasna jo chaha dard pagal kar gaya

    kar gayi barbad bas ek bhul mere yaar ki
    thokre khata hu mai arthi uthaye pyar ki
    zindagi ke zam me ye zahar kaisa bhar gaya
    ek pal hasna jo chaha dard pagal kar gaya

    saye se bhi milke ghabrata hu mai
    aisa lagta hai mujhe jab apne ghar jata hu mai
    jaise koi ajnabi ek ajnabi ke ghar gaya
    ek pal hasna jo chaha dard pagal kar gaya
    mere malik mai to is jine ke hatho mar gaya
    ek pal hasna jo chaha dard pagal kar gaya

    Posted by : {Anju}



    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download mp3 song, Ek Pal Hasna Jo Chaha lyrics, Lyrics, Lyrics , hindi lyrics, hindi movie songs, bollywood songs, bollywood songs lyrics Download mp3 song