BollywoodTarane

    Download Gayi kaam se gayi song

    Anjane mein 1978

    Free Gayi kaam se gayi mp3 song

    We presents for now Gayi kaam se gayi mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Gayi kaam se gayi
    Artist : Kishor Kumar
    Save As
    Gayi kaam se gayi Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Gayi kaam se gayi
    Song Lyrics Movie : Anjane mein (1978)
    Singer(s): Kishore Kumar
    Music Director(s): Kalyanji-Anandji

    mp3 songs
       lyric 
     
    dekh banno koyi jaata hai naam se, koi jaata hai daam se
    koi jaata hai jaan se, magar yeh ladaki gayi kaam se
    gayi kaam se gayi yeh ladaki -2 ho gayi hai deewaani
    chhoti umar mein, are baali umar mein
    pyaar ki baate karti hai manmaani
    kaun ise samjhaaye -2 abb yeh thik nahi naadaani
    ey ey ey gayi kaam se
    gayi kaam se gayi yeh ladaki ho gayi hai deewaani

    umar athaara ki ho phir shaadi ka karo iraada - (2)
    isase pehale kabhi kisi se karo na pyaar ka waada
    waada kabhi na karana, khoj le madam varana
    pyaar ka yeh jurmaana padega tujhako bharana
    are (dhar legi sarkaar -2) agar yeh baat na tune maani
    are are are ai gayi kaam se
    gayi kaam se gayi yeh ladaki ho gayi hai deewaani
    chhoti umar mein pyaar ki baate, karti hai manmaani

    juldi karegi shaadi toh phir juldi honge bachche - (2)
    aaj ki duniya mein toh do bachche hai bas achchhe
    buri hai juldi shaadi, rok badhati aabaadi
    tees hoke warana tu ban jaayegi daadi
    are beta banno juldi juldi shaadi mat karana
    sabar se le tu kaam -2, abhi toh nikhari nahi jawaani
    are are are are gayi kaam se
    gayi kaam se gayi yeh ladaki ho gayi hai deewaani
    chhoti umar mein pyaar ki baate, karti hai manmaani

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Gayi kaam se gayi mp3 song, Gayi kaam se gayi lyrics, Gayi kaam se gayi Lyrics, Lyrics Gayi kaam se gayi, Gayi kaam se gayi hindi lyrics, Gayi kaam se gayi hindi movie songs, Gayi kaam se gayi bollywood songs, Gayi kaam se gayi bollywood songs lyrics Download Gayi kaam se gayi mp3 song