BollywoodTarane

    Download Ye duniya unke liye hai song

    Anjaam khuda jaane 1986

    Free Ye duniya unke liye hai mp3 song

    We presents for now Ye duniya unke liye hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Ye duniya unke liye hai
    Artist : Mohammad Aziz
    Save As
    Ye duniya unke liye hai Song Lyrics
    Song Title = Ye Duniya Unke Liye Hai
    Movie/album = Anjaam Khuda Jaane (1986)
    Singers = Mohammed Aziz, Mohammed Rafi
    Song Lyricists = Shakir Kotwi
    Music Composer = N/A
    Starring = Danny Denzongpa, Gulshan Grover,
    Imtiaz Khan, Dev Kumar, Prema Narayan,
    Dina Pathak, Anita Raj,
    Naseeruddin Shah
    Release on = 1st January, 1986

    Mp3 Song Lyrics

    Ye duniya unke liye hai
    Harek rang mein jo jite hai
    Ye duniya unke liye hai
    Harek rang mein jo jite hai
    Ye duniya char din ki
    Yaro zindagi hai pyaro
    Kyo na khushi se guzarte
    Nfarat se bhala kya hoga
    Hey char din ki yaro
    Zindagi hai pyaro
    Kyo na khushi se guzarte
    Nfarat se bhala kya hoga
    Aapas mein miljul ke dukh sukh
    Bante hi chalna hai hume
    Ye duniya unke liye hai
    Harek rang mein jo
    Jite hai ye duniya

    Ye kadam kahi ruke
    Na sar kahi jhuke na
    Dil wale is shan se zinda
    Rahte hai is jahan me arey
    Ye kadam kahi ruke
    Na sar kahi jhuke na
    Dil wale is shan se
    Zinda rahte hai
    Is jahan mein duniya
    Mein hai mard wahi
    Jiski thokar mein zamana hai
    Ye duniya unke liye hai
    Harek rang mein jo
    Jite hai ye duniya

    Yaar hum hai jani
    Patthar ko kar de pani
    Aag se khelte hai hum
    Darte hum nahi mot se bhi
    Hey yaar hum hai jani
    Patthar ko kar de pani
    Aag se khelte hai hum
    Darte hum nahi mot se bhi
    Jo bhi hona hai uska
    Anjaam khuda jane
    Arey jo bhi hona hai
    Uska anjaam khuda jane
    Ye duniya unke liye hai
    Har ek rang mein jo jite hai.

    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Ye duniya unke liye hai mp3 song, Ye duniya unke liye hai lyrics, Ye duniya unke liye hai Lyrics, Lyrics Ye duniya unke liye hai, Ye duniya unke liye hai hindi lyrics, Ye duniya unke liye hai hindi movie songs, Ye duniya unke liye hai bollywood songs, Ye duniya unke liye hai bollywood songs lyrics Download Ye duniya unke liye hai mp3 song