BollywoodTarane

    Download Barsaat Ki Dhun song

    Barsaat Ki Dhun 2021

    Free Barsaat Ki Dhun mp3 song

    We presents for now Barsaat Ki Dhun mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Barsaat Ki Dhun
    Artist : Jubin Nautiyal
    Save As
    Barsaat Ki Dhun Song Lyrics
    Song Title = Barsaat Ki Dhun
    Movie/album = Barsaat Ki Dhun 2021
    Singers = Jubin Nautiyal
    Lyricists = Rashmi Virag Qateel Shifai
    starring : Jubin Nautiyal, Gurmeet Choudhary & Karishma Sharma

    song lyrics
    Aao ek bheegi huyi si kahani sunata hoon
    Jab aasman se boondein nahi Mohabbat barsi hai
    Barsaat ne aisi dhun chhedi Jiske liye zindagi sadiyon tarsi thi

    Kisi shaayar ka dil ban ke Barasti hain boondein tum pe
    Kisi shaayar ka dil ban ke
    Barasti hain boondein tum pe Nazaara uff kya hota hai Guzarti hain jab zulfon se
    Door kahin abb jao na tum Sunn sunn sunn barsaat ki dhun sunn
    Sunn sunn sunn barsaat ki dhun sunn
    Dil mein yahi ek gamm rehta hai Sath mere tu kamm rehta hai Haan dil mein yahi ek gamm rehta hai Sath mere tu kamm rehta hai
    Chhod ke abhi jao naa tum Sunn sunn sunn barsaat ki dhun sunn
    Haan dheere dheere haule haule Bhiga dengi yeh barsatein Haan dheere dheere haule haule
    Bhiga dengi yeh barsatein Jaane kahaan phir milengi Humein aisi mulakatein
    Sambhaloon kaise main dil ko
    Deewana chahe bas tumko Khwaahishon mein hi Jal raha hoon main yahaan
    Woh pehli si barish ban ke Baras jao na tum hum pe
    Hawa ka rukh badal jaye Mohabbat karna tum aise Khwaab mera yeh todo na tum
    Jismon se barasti barish Ne rooh bhiga di hai Is mausam ki saazish ne Yoon neend uda di hai Waise to dubane ko bas
    Ik boond hi kafi hai Socho to zara kya hoga Abhi raat yeh baaki hai
    Sath mere beh jao na tum
    Sunn sunn sunn barsaat ki dhun sunn Sunn sunn sunn barsaat ki dhun sunn Bijli chamki lipat gaye hum Baadal garja simat gaye hum
    Bijli chamki lipat gaye hum Badal garja simat gaye hum Hosh bhi ho jaane do gumm
    Sunn sunn sunn barsaat ki dhun sunn Sunn sunn sunn barsaat ki dhun sunn
    Sunn sunn sunn barsaat ki dhun sunn
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Barsaat Ki Dhun mp3 song, Barsaat Ki Dhun lyrics, Barsaat Ki Dhun Lyrics, Lyrics Barsaat Ki Dhun, Barsaat Ki Dhun hindi lyrics, Barsaat Ki Dhun hindi movie songs, Barsaat Ki Dhun bollywood songs, Barsaat Ki Dhun bollywood songs lyrics Download Barsaat Ki Dhun mp3 song