BollywoodTarane

    Download Is Dard E Dil Ki Sifarish song

    Yaariyan 2014

    Free Is Dard E Dil Ki Sifarish mp3 song

    We presents for now Is Dard E Dil Ki Sifarish mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Is Dard E Dil Ki Sifarish
    Artist : Mohammad Irfan
    Save As
    Is Dard E Dil Ki Sifarish Song Lyrics
    Song Title : Is Dard E Dil Ki Sifarish
    Movie/Album  : Yaariyan 2014
    Singer : Mohammad Irfan, Gajendra Verma
    Lyrics : Mithoon
    Music : Mithoon
    Music on: T-Series

    Mp3 Song Lyrics

    Yaariyan ve
    Yaariyan

    Yaariyan ve
    Yaariyan ae
    Yaariyan

    Dil mera hai na-samajh kitna
    Besabar yeh bewakoof bada
    Chahata hai kitna tujhe
    Khud magar nahi jaan saka

    Is dard e dil ki sifarish
    Ab kar de koi yahaan
    Ke mil jaaye ise woh baarish
    Jo bhiga de poori tarah

    Is dard e dil ki sifarish
    Ab kar de koi yahaan
    Ke mil jaaye ise woh baarish
    Jo bhiga de poori tarah

    Yaariyan ve
    Yaariyan ae


    Kya hua asar tere sath reh kar na jaane
    Ki hosh mujhe na raha
    Lafz mere jo zubaan pe aake ruke
    Par ho na sake woh bayaan

    Dhadkan tera hi naam jo le
    Aankhein bhi paigam yeh de
    Teri nazar ka hi yeh asar hai
    Mujh pe jo hua

    Is dard e dil ki sifarish
    Ab kar de koi yahaan
    Ke mil jaaye ise woh baarish
    Jo bhiga de poori tarah

    Is dard e dil ki sifarish
    Ab kar de koi yahaan
    Ke mil jaaye ise woh baarish
    Jo bhiga de poori tarah

    Yaariyan ve
    Yaariyan ae

    Tu jo mila to zindagi hai badli
    Main poora naya ho gaya
    Hai beasar duniya ki baatein badi
    Ab teri sunoon main sada
    Milne ko tujhse bahaane karoon
    Tu muskuraye wajah main banoon
    Roz bitana saath mein tere
    Sara din mera

    Is dard e dil ki sifarish
    Ab kar de koi yahaan
    Ke mil jaaye ise woh baarish
    Jo bhiga de poori tarah

    Is dard e dil ki sifarish
    Ab kar de koi yahaan
    Ke mil jaaye ise woh baarish
    Jo bhiga de poori tarah

    Is dard e dil ki sifarish Yaariyan ve
    Ab kar de koi yahaan Yaariyan ve
    Ke mil jaaye ise woh baarish Yaariyan ve
    Jo bhiga de poori tarah Yaariyan ve

    Is dard e dil ki sifarish Yaariyan ve
    Ab kar de koi yahaan Yaariyan ve
    Ke mil jaaye ise woh baarish Yaariyan ve
    Jo bhiga de poori tarah Yaariyan ve ...

    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Is Dard E Dil Ki Sifarish mp3 song, Is Dard E Dil Ki Sifarish lyrics, Is Dard E Dil Ki Sifarish Lyrics, Lyrics Is Dard E Dil Ki Sifarish, Is Dard E Dil Ki Sifarish hindi lyrics, Is Dard E Dil Ki Sifarish hindi movie songs, Is Dard E Dil Ki Sifarish bollywood songs, Is Dard E Dil Ki Sifarish bollywood songs lyrics Download Is Dard E Dil Ki Sifarish mp3 song