BollywoodTarane

    Download Phoolon Ka Taaron Ka song

    Hare Rama Hare Krishna 1971

    Free Phoolon Ka Taaron Ka mp3 song

    We presents for now Phoolon Ka Taaron Ka mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Phoolon Ka Taaron Ka
    Artist : Kishor Kumar
    Phoolon Ka Taaron Ka Song Lyrics
    Song Title = Phoolon Ka Taaron Ka
    Movie/Album Name = Hare Rama Hare Krishna 1971
    Singers = Kishore Kumar
    Song Lyricists = Anand Bakshi
    Music Composer = Rahul Dev Burman
    Director = Dev Anand
    Music Label = Saregama
    Starring = Dev Anand, Zeenat Aman, Mumtaz
    Release on = 9th December, 1971


    mp3 songs


    Hmm hmm hey hey hey hoo hoo hoo

    Phoolon ka taaron ka sabka kehna hai
    Ek hazaron mein meri behna hai
    Sari umar hame sang rehna hai
    Phoolon ka taaron ka sabka kehna hai
    Ek hazaron mein meri behna hai
    Sari umar hame sang rehna hai
    Phoolon ka taaron ka sabka kehna hai
    Jabse meri aankhon se ho gayi tu door
    Tabse sare jeevan ke sapne hain choor
    Jabse meri aankhon se ho gayi tu door
    He he tabse sare jeevan ke sapne hain choor
    Aankhon mein neend na dil mein chaina hai
    Ek hazaron mein
    Sari umar hame sang rehna hai
    Phoolon ka taaron ka sabka kehna hai

    Hey hey hey hoo hoo hoo
    Dekho hum tum dono hain ek dali ke phool
    Maein na bhoola tu kaise mujhko gai bhool
    Haan dekho hum tum dono hain ek dali ke phool
    Maein na bhoola tu kaise mujhko gai bhool
    Aa mere paas aa keh jo kehna hai
    Ek hazaron mein
    Sari umar hame sang rehna hai
    Phoolon ka taaron ka sabka kehna hai

    Jivan ke dukho se, yun darate nahi hai
    Aise bachake sach se guzarate nahi hai
    Haan jivan ke dukho se, yun darate nahi hai
    Aise bachake sach se guzarate nahi hai
    Sukh ki hai chaah to, dukh bhi sahanaa hai,
    Ek hazaron mein
    Sari umar hame sang rehna hai
    Phoolon ka taaron ka sabka kehna hai
    Ek hazaron mein
    Hey la la lala la la la la la
    Ek hazaron mein
    Ho la la lala la la la lala la la la la la...


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download mp3 song, Phoolon Ka Taaron Ka lyrics, Lyrics, Lyrics , hindi lyrics, hindi movie songs, bollywood songs, bollywood songs lyrics Download mp3 song