BollywoodTarane

    Download Bechain Sanse Kyun Hai song

    Umar 2006

    Free Bechain Sanse Kyun Hai mp3 song

    We presents for now Bechain Sanse Kyun Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Bechain Sanse Kyun Hai
    Artist : Bhupinder Singh
    Bechain Sanse Kyun Hai Song Lyrics
    Song Lyrics : Bechain Saanse Kyun Hai, Kuchh Toh Kaho Naa
    Song Lyrics Movie or Album: Umar
    Singer(s): Bhupinder Singh
    Music Director(s): Shameer Tandon
    Lyricist(s): Shaily Shailender

    Lyrics

    (bechain saanse kyun hai, kuchh toh kaho naa
    machalatee yeh dhadkan kyun hai, kuchh toh kaho) - (2)
    meree jindagee o meree dilruba sanam
    hasrate machalatee kyun hai kaho keh bhee do
    bechain saanse kyun hai, kuchh toh kaho naa
    machalatee yeh dhadkan kyun hai, kuchh toh kaho

    (mujhe kya pata ke mohabbat ke bas me
    tum hee kuchh kaho naa kaha kee yeh rasme) - (2)
    sabhee raaj dil ke khole dil kee kahee sanam
    mujhe chaaho bhul jaao magar kuchh kaho sanam
    dhadkane dhadakatee kyun hai kaho keh bhee do
    bechain saanse kyun hai, kuchh toh kaho naa
    machalatee yeh dhadkan kyun hai, kuchh toh kaho

    (anjaanee hai abb tak pyaar kee woh raahe
    tumhee ko pukaare sada meree nigaahe) - (2)
    sambhalo mujhe tum ho naa jaao kahee sanam
    tum hee mere hamnashee ho hamraah har kadam
    sine se laga lo mujhe apana kaho
    bechain saanse kyun hai, kuchh toh kaho naa
    machalatee yeh dhadkan kyun hai, kuchh toh kaho

    (wakt dhime dhime pao badhata chala gaya
    tanhaayee chup rahee pyaar kuchh keh gaya) - (2)
    kisine naa dekha kaha phir chala gaya sanam
    samjha sako toh bata do hai kya sanam
    baaho me sama lo aur kuchh naa kaho
    (bechain saanse kyun hai, kuchh toh kaho naa
    machalatee yeh dhadkan kyun hai, kuchh toh kaho) - (2)
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download mp3 song, Bechain Sanse Kyun Hai lyrics, Lyrics, Lyrics , hindi lyrics, hindi movie songs, bollywood songs, bollywood songs lyrics Download mp3 song