BollywoodTarane

    Download Na Tujhe Phir Dekhu song

    Woh Bewafa 2009

    Free Na Tujhe Phir Dekhu mp3 song

    We presents for now Na Tujhe Phir Dekhu mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Na Tujhe Phir Dekhu
    Artist : Agam Nigam
    Na Tujhe Phir Dekhu Song Lyrics
    Song Lyrics : Na Tujhe Phir Dekhu, Na Tujhe Phir Sochu
    Song Lyrics Movie or Album: Woh Bewafa 2009
    Singer(s): Agam Kumar Nigam
    Music Director(s): Nikhil
    Lyricist(s): Praveen Bharadwaj


    Lyrics

    (na tujhe phir dekhu, na tujhe phir sochu
    na teri yaad aaye, na meri jaan jaaye) - (2)
    main mohabbat ki aakhari nishaani bhi mita aaya hoon - (2)
    teri tasweer jalaake raakh dariya mein baha aaya hoon - (2)
    na tujhe phir dekhu, na tujhe phir sochu
    na teri yaad aaye, na meri jaan jaaye

    waise bhi toh abb kuchh saansein baaki hai
    thode se din thodi raatein baaki hai
    dard bahot hai par jine ka bhi dil hai
    sab kehate iss haal mein jina mushkil hai
    bayaan kaise karu meri jo haalat hai
    magar dil keh raha yahi toh chaahat hai
    main toh chaahat ki aakhari nishaani bhi mita aaya hoon - (2)
    teri tasweer jalaake raakh dariya mein baha aaya hoon - (2)
    na tujhe phir dekhu, na tujhe phir sochu
    na teri yaad aaye, na meri jaan jaaye

    jhute waadon ke jakhmon se ghaayal hoon
    main deewaana kya haan main paagal hoon
    abb bhi tumse khaabon mein milata hoon main
    abb bhi thodi yaad hai aur jalata hoon main
    magar sab keh rahe bhula du uss pal ko
    main jo pal ji liya bhula du uss pal ko
    main toh uss pal ki aakhari nishaani bhi mita aaya hoon - (2)
    teri tasweer jalaake raakh dariya mein baha aaya hoon - (2)
    na tujhe phir dekhu, na tujhe phir sochu
    na teri yaad aaye, na meri jaan jaaye
    main mohabbat ki aakhari nishaani bhi mita aaya hoon - (2)
    teri tasweer jalaake raakh dariya mein baha aaya hoon - (3)


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download mp3 song, Na Tujhe Phir Dekhu lyrics, Lyrics, Lyrics , hindi lyrics, hindi movie songs, bollywood songs, bollywood songs lyrics Download mp3 song