BollywoodTarane

    Download Aur kya aur kya song

    Phir Bhi Dil Hai Hindustani 2000

    Free Aur kya aur kya mp3 song

    We presents for now Aur kya aur kya mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Aur kya aur kya
    Artist : Alka Yagnik
    Save As
    Aur kya aur kya Song Lyrics
    Song lyrics Title : Aur kya, aur kya
    Song lyrics Movie/Album Name: PHIR BHI DIL HAI HINDUSTANI
    Singer(s) : ABHIJEET AND ALKA YAGNIK

     Lyrics
    --MALE-- 
    Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai
    Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
    Yeh rang saare hai bas tumhaare
    Aur kya, aur kya, aur kya - 2

    --FEMALE--
    Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai
    Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
    Yeh rang saare hai bas tumhaare
    Aur kya, aur kya, aur kya

    --MALE--
    Eh hey hey, aah haa haa - 2
    Tum aaye ho to dekh lo
    Naya naya sa lage yeh jahaan, ho
    Haan haan haan haan haan, oh ho

    --FEMALE--
    Haseen haseen hai yeh zameen
    Dhula dhula sa hai yeh aasmaan
    Tum ho to hai yeh samaa
    Aur kya, aur kya, aur kya, aur kya

    Dhadak raha hai dil mera
    Jhuki jhuki hai palkein yahan, ho
    Haan haan haan haan haan, oh ho

    --MALE--
    Jo dil mein ho, voh keh bhi do
    Ruki ruki si hai yeh daastaan
    Jazbaat maange zabaan
    Aur kya, aur kya, aur kya, aur kya

    --FEMALE--
    Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai
    Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai

    --MALE--
    Yeh rang saare hai bas tumhaare

    --BOTH--
    Aur kya, aur kya, aur kya - 2
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Aur kya aur kya mp3 song, Aur kya aur kya lyrics, Aur kya aur kya Lyrics, Lyrics Aur kya aur kya, Aur kya aur kya hindi lyrics, Aur kya aur kya hindi movie songs, Aur kya aur kya bollywood songs, Aur kya aur kya bollywood songs lyrics Download Aur kya aur kya mp3 song