BollywoodTarane

    Download Haye Dil Ki Baazi song

    one two ka four 2000

    Free Haye Dil Ki Baazi mp3 song

    We presents for now Haye Dil Ki Baazi mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Haye Dil Ki Baazi
    Artist : Alka Yagnik
    Save As
    Haye Dil Ki Baazi Song Lyrics
    Song lyrics Title : Haye Dil Ki Baazi
    Song lyrics Movie/Album Name: ONE 2 KA 4
    Singer(s) : SONU NIGAM AND ALKA YAGNIK

     Lyrics
    --FEMALE--
    Haye, haye, haye, haye
    Dil ki baazi laga, humse aankhen mila
    Mere yaar re - 2

    Haye, haye, haye, haye
    Pyaar ki hai umar, tu hai kyoon bekhabar
    Sun yaar re - 2
    Ruk piya
    Ruk piya, ruk piya, ruk piya piya piya
    Chala kahan leke jiya, leke mera jiya jiya jiya
    Haye, haye, haye, haye
    Dil ki baazi laga, humse aankhen mila
    Mere yaar re - 2

    --MALE--
    Deewana main nahin
    Dil ka sauda ho tujhse yeh mushkil hai
    Kisi ko bhi dedoon dil
    Yeh khilona nahin aakhir yeh dil hai

    --FEMALE--
    Tauba tauba
    Tauba tauba mujhko hi samjhe ho gair piya - 2
    Tere liye main leloon duniya se bair piya
    Haye, haye, haye, haye
    Dil ki baazi laga, humse aankhen mila
    Mere yaar re - 2

    --MALE--
    Tujhse bhi badhke haseen aur bhi hai jahan mein, deewani sun

    --FEMALE--
    Mar jaaoon, mit jaaoon
    Tere sadke karoon zindagaani sun

    --MALE--
    Oh, do din hai jeevan ke, kisi ke bhi sang hole

    --FEMALE--
    Oh, dil ki hai majboori tujhpe hi dole piya
    Haye, haye, haye, haye
    Dil ki baazi laga

    --MALE--
    Naa

    --FEMALE--
    Humse aankhen mila
    Mere yaar re - 2
    Arre haye, haye, haye, haye
    Pyaar ki hai umar

    --MALE--
    Kya

    --FEMALE--
    Tu hai kyoon bekhabar
    Sun yaar re - 5
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Haye Dil Ki Baazi mp3 song, Haye Dil Ki Baazi lyrics, Haye Dil Ki Baazi Lyrics, Lyrics Haye Dil Ki Baazi, Haye Dil Ki Baazi hindi lyrics, Haye Dil Ki Baazi hindi movie songs, Haye Dil Ki Baazi bollywood songs, Haye Dil Ki Baazi bollywood songs lyrics Download Haye Dil Ki Baazi mp3 song