BollywoodTarane

    Download Afghan Jalebi Film Version song

    Phantom 2015

    Free Afghan Jalebi Film Version mp3 song

    We presents for now Afghan Jalebi Film Version mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Afghan Jalebi Film Version
    Artist : Asrar
    Save As
    Afghan Jalebi Film Version Song Lyrics
    Song Title = Afghan Jalebi Film Version
    Movie/album = Phantom (2015)
    Singers = Asrar
    Song Lyricists = Kausar Munir
    Music Director = Pritam Chakraborty
    Director = Kabir Khan

    Mp3 Song Lyrics

    ((Maqtool jigar, ya baba
    Qaatil hai nazar, ya baba
    Ek maah-jabi, ya baba
    Ek noor-e-nabi,ya baba

    Rab ki rubaayi, ya baba
    Ya hai tabaahi, ya baba
    Darram jurrahi, ya baba
    Boli ilaahi, ya baba

    Afghan jalebi, maashooq farebi
    Ghayal hai tera deewana, bhai waah!

    Bandook dikha dikha ke,
    Kya pyaar karegi
    Chehra bhi kabhi dikhaana
    Bhai waah, bhai waah

    Khwaja ji ke paas,
    Teri chugli karunga
    Teri chugli karunga,
    Haan teri chugli karunga

    Angoothi mein qaid,
    Teri ungli karunga
    Main teri chugli karunga,
    Haan teri chugli karunga

    Oye dekhe taraazi, banda namaazi
    Khel ke baazi, khaa-ma-khaa
    Ab thehra na, kisi kaam ka

    Heer ka koi, sher suna ke
    Ghoont laga ke, jaam ka
    Mera meh-khaan mehez naam ka

    Oye lakh pe jigar, ya baba
    Oye noor-e-nazar ya baba
    Ek teer hai tu, ya baba
    Main jigar, ya baba

    Bandon se nahi toh,
    Allah se daregi
    Waada toh kabhi nobhana, bhai waah!

    Bhai waah bhai waah bhai waah!

    Khwaja ji ke paas,
    Teri chugli karunga
    Main teri chugli karunga,
    Haan teri chugli karunga

    Angoothi mein qaid,
    Teri ungli karunga
    Main teri chugli karunga,
    Haan teri chugli karunga

    Gul-e-gulzar, ya baba
    Mere sardar, ya baba
    Bade mansoor, ya baba
    Tere rukhsaar ya baba

    Shamsheer nigaahein,
    Chaabuk si adayeein
    Nacheez pe na chalaana
    Bhai waah, bhai waah

    Bandook dikha dikha ke,
    Kya pyaar karegi
    Chehra bhi kabhi dikhaana
    Bhai waah, bhai waah.))

    Posted By : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Afghan Jalebi Film Version mp3 song, Afghan Jalebi Film Version lyrics, Afghan Jalebi Film Version Lyrics, Lyrics Afghan Jalebi Film Version, Afghan Jalebi Film Version hindi lyrics, Afghan Jalebi Film Version hindi movie songs, Afghan Jalebi Film Version bollywood songs, Afghan Jalebi Film Version bollywood songs lyrics Download Afghan Jalebi Film Version mp3 song