BollywoodTarane

    Download Jhoomta mausam mast song

    Ujaala 1981

    Free Jhoomta mausam mast mp3 song

    We presents for now Jhoomta mausam mast mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Jhoomta mausam mast
    Artist : Lata Mangeshkar
    Jhoomta mausam mast Song Lyrics
      Song Lyrics Title : Jhumta Mausam Mast Mahina
    Song Lyrics Movie/Album Name: UJAALA
    Singer(s) : LATA MANGESHKAR, MANNA DE

    Lyrics

    jhoomta mausam mast mahina chand si gori ek hasina
    aankh me kajal mu pe pasina
    ( ya allaah )  -2 dil le gayi  -2

    koi rangeela sapanon mein a ke 
    ek nazar se apana bana ke
    pyaar ka jaadu ham pe chala ke
    ( ya allaah ) -2 dil le gaya -2




    thandi sadak neem tale teer-e-nazar khub chale
    o tum bhi udhar zakhmi hue
    ham bhi idhar zakhmi hue
    haay laal chunariya chaal niraali
    sar pe jhoomar kaan mein baali
    haath mein chuudiyaan motiyon vaali
    ya allaah
    -2 dil le gaya -2
    koi rangeela sapanon mein a ke
    ek nazar se apna bana ke
    pyaar ka jaadu ham pe chala ke
    ( ya allaah ) -2 dil le gaya -2



    tum bhi yahaan hum bhi yahaan
    aisa milan hoga kahaan
    o teri qasam jaan-e-jahaan
    dil hai vaheen tu hai jahaan
    o dil ka maalik ek matavaala
    is jahaan mein sabase niraala
    pyaar ka suuraj dil ka ujaala
    ( ya allaah ) -2 dil le gaya -2  

    jhoomta mausam mast mahina chand si gori
    ek hasina
    aankh me kajal mu pe pasina
    ( ya allaah ) -2 dil le gayi -2


    donon taraf aag lagi
    aisi lagi bujh na saki
    o tum bhi jale ham bhi jale
    khil to gai dil ki kali
    mukhada tera gul ki kahaani
    zulfen teri shaam suhaani
    roop ki malaka pyaar ki raani
    ( ya allaah ) -2 dil le gai -2

    koi rangeela sapanon mein a ke
    ek nazar se apna bana ke
    pyaar ka jaadu ham pe chala ke
    ( ya allaah ) -2 dil le gaya -2




    jhoomta mausam mast mahina chand si gori
    ek hasina
    aankh me kajal mu pe pasina
    ( ya allaah ) -2 dil le gayi -2


    ( ya allaah ) -2 dil le gaya -2


    ( ya allaah ) -2 dil le gaya -2


    ( ya allaah ) -2 dil le gaya -2



    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download mp3 song, Jhoomta mausam mast lyrics, Lyrics, Lyrics , hindi lyrics, hindi movie songs, bollywood songs, bollywood songs lyrics Download mp3 song