BollywoodTarane

    Download Naye Daur Ka Dekho Logon song

    Taqdeer Ka Tamasha 1990

    Free Naye Daur Ka Dekho Logon mp3 song

    We presents for now Naye Daur Ka Dekho Logon mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Naye Daur Ka Dekho Logon
    Artist : Alka Yagnik
    Save As
    Naye Daur Ka Dekho Logon Song Lyrics
    Song Title = Naye Daur Ka Dekho Logon
    Movie/Album = Taqdeer Ka Tamasha (1990)
    Singers = Alka Yagnik, Anand Shrivastav
    Song Lyricists = Sameer
    Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
    Director = Anand Gaekwad

    Mp3 Song Lyrics

    ((Naye daur ka dekho logon
    Naye daur ka dekho logon
    Naya naya phanda
    Kisi mein koi haya rahi na
    Kisi mein koi laaz

    Naye daur ka dekho logon
    Naye daur ka dekho logon
    Naya naya phanda
    Kisi mein koi haya rahi na
    Kisi mein koi laaz

    Haye, laaz

    Mohe aayi na, mohe aayi na
    Jag se laaz mai
    Aise jham ke nachi aaj
    Ki sandil ki sandil
    Ki sandil tut gaye, ki sandil tut gaye
    Mohe aayi na jag se laaz main
    Aise jham ke nachi aaj
    Ki sandil tut gaye, ki sandil tut gaye
    Ki sandil tut gaye, ki sandil tut gaye

    Bhade ka sandil pahani
    Bade ka sandil pahani hai
    Mang ke laayi haar
    Lagta hai ye cheese isko
    Mili hai pahale baar

    Bhade ka sandil pahani hai
    Mang ke laayi haar
    Lagta hai ye cheese isko
    Mili hai pahale baar

    Bhade ka lekin ye to apna hai

    Chandi jaisa rup hai mera
    Sone jaise baal
    Bas main hi dhanwaan hu logon
    Ye kadka kangaal
    Ye kadka kangaal

    Chandi jaisa rup hai mera
    Sone jaise baal
    Bas mai hi danwaan hu logon
    Ye kadka kangaal
    Ho o ye kadka kangaal

    Iske sare purje dheele
    Iske sare purje dheele
    Bejaa hua kharab
    Apna hosh gavaa baiti hai
    Pee hai bahut sharab

    Iske sare purje dheele
    Bejaa hua kharab
    Apna hosh gavaa baiti hai
    Pee hai bahut sharab

    Are abhi pee kaha hai jaani
    Aage aage dekh

    La pila, la pila de sathiya
    Paimana paimane ke baad
    La pila de sathiya
    Paimana paimane ke baad
    Pyar mai tujhko karungi
    Beech aa jane ke baad
    La pila de sathiya
    Paimana paimane ke baad
    Pyar mai tujhko karungi
    Beech aa jane ke baad

    La pila de re sathya

    Yaaro isko chadh gayi jayada
    Yaaro isko chadh gayi jayada
    Ho gayi hai behaal
    Pagalpan ka padh gaya daura
    Karne lagi hai dhamaal

    Yaaro isko chadh gayi jayada
    Yaaro isko chadh gayi jayada
    Ho gayi hai behaal
    Pagalpan ka padh gaya daura
    Karne lagi hai dhamaal

    O no mujhe pagal kaha haye

    Dewaro se milkar
    Rona acha lagata hai
    Ab main pagal ab main pagal
    Aisa lagta hai

    Dewaro se milkar
    Rona acha lagata hai
    Ab main pagal ab main pagal
    Aisa lagta hai

    Are ye naach gana ho
    Raha hai ya pagal pana

    Aafat aayi hai aayi hai
    Aafat aayi hai
    Mushkil hai rahna bacha mera bhagwan
    Mushkil hai rahna bacha mera bhagwan
    Ye ladki kaali maayi hai

    Aafat aayi hai aayi hai
    Aafat aayi hai
    Aafat aayi hai aayi hai
    Aafat aayi hai
    Aafat aayi hai aayi hai
    Aafat aayi hai
    Aafat aayi hai aayi hai
    Aafat aayi hai...))

    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Naye Daur Ka Dekho Logon mp3 song, Naye Daur Ka Dekho Logon lyrics, Naye Daur Ka Dekho Logon Lyrics, Lyrics Naye Daur Ka Dekho Logon, Naye Daur Ka Dekho Logon hindi lyrics, Naye Daur Ka Dekho Logon hindi movie songs, Naye Daur Ka Dekho Logon bollywood songs, Naye Daur Ka Dekho Logon bollywood songs lyrics Download Naye Daur Ka Dekho Logon mp3 song