BollywoodTarane

    Download Parbat Ke Us Paar Title song

    Parbat Ke Us Paar 1988

    Free Parbat Ke Us Paar Title mp3 song

    We presents for now Parbat Ke Us Paar Title mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Parbat Ke Us Paar Title
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Parbat Ke Us Paar Title Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Parbat Ke Us Paar
    Song Lyrics Movie = Parbat Ke Us Paar (1988)
    Singers = Asha Bhosle, Mohammed Aziz
    Song Lyricists = Muqtida Hasan Nida Fazli
    Music Composer = Mohammed Zahur Khayyam
    Director = Raman Kumar
    Music Label = Saregama-HMV
    Starring = Abhinav Chaturvedi, Lubna, Rakesh Bedi,
    Bharat Kapoor, Yunus Parvez,
    Avtar Gill
    Release on = 2nd September, 1988


    mp3 songs


    ((Hoo parbat ke us paar
    Ho parbat ke us paar
    Dil ko pyaar hawao mein lehrata hai
    Yahaan har mausam gaata hai
    Yahaan har mausam gaata hai
    Ho parbat ke us paar

    Dariya ka albela paani
    Baadal bankar jhoomein
    Baadal shabnam ke hotho se
    Kaliyon ka munh chumein
    Ho is waadi mein sab se
    Sab ka rishta naata hai
    Yahaan har mausam gaata hai
    Yahaan har mausam gaata hai
    Ho parbat ke us paar

    Hariyaali ki chaadar odhe
    Dhoop chale raaho mein
    Aankh micholi khele manzar
    Kohre ki baahon mein
    Ho ishq yahaan par jeene ke
    Aadaab sikhata hai
    Yahaan har mausam gaata hai
    Yahaan har mausam gaata hai
    Ho parbat ke us paar

    Pedon ko hum raaz banaye
    Dilwale deewane
    Khamoshi ko raat sunaye
    Chahat ke afsaane
    Ho chaand falak par roz kisi ko
    Dhundhane aata hai
    Yahaan har mausam gaata hai
    Yahaan har mausam gaata hai
    Ho parbat ke us paar
    Dil ko pyaar hawao mein lehrata hai
    Yahaan har mausam gaata hai
    Yahaan har mausam gaata hai
    Ho parbat ke us paar...))


    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Parbat Ke Us Paar Title mp3 song, Parbat Ke Us Paar Title lyrics, Parbat Ke Us Paar Title Lyrics, Lyrics Parbat Ke Us Paar Title, Parbat Ke Us Paar Title hindi lyrics, Parbat Ke Us Paar Title hindi movie songs, Parbat Ke Us Paar Title bollywood songs, Parbat Ke Us Paar Title bollywood songs lyrics Download Parbat Ke Us Paar Title mp3 song