BollywoodTarane

    Download Jab Se Tujhe Piya song

    Param Dharam 1987

    Free Jab Se Tujhe Piya mp3 song

    We presents for now Jab Se Tujhe Piya mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Jab Se Tujhe Piya
    Artist : Mohammad Aziz
    Save As
    Jab Se Tujhe Piya Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Jab Se Tujhe Piya
    Song Lyrics Movie = Param Dharam (1987)
    Singers =Asha Bhosle, Mohammed Aziz
    Song Lyricists =Anjaan
    Music Composer =Bappi Lahiri
    Director =Swaroop Kumar
    Music Label =Venus
    Starring =Mithun Chakraborty, Mandakini,
    Moushmi Chatterjee, Amrish Puri, Sridevi
    Release  =13th November, 1987


    mp3 songs


    ((Jab se tujhe piya
    Hotho se chhu liya
    Ho jab se tujhe piya
    Hotho se chhu liya
    Jagi ye pyas kya dil ye
    Dhak dhak dhak kyu kare
    Sajna tu bata ye
    Mujhe kya huya
    Pehle kabhi kahi
    Aisa huwa nahi
    Pehle kabhi kahi
    Aisa huwa nahi
    Mujhko pata nahi dil ye
    Dhak dhak dhak kyu kare
    Dil ko ye kya huwa
    Main nahi janta
    Jab se tujhe piya
    Hotho se chhu liya

    Chain luta nind udi
    Raho mein hu pyasi khadi
    Jalke mar gayi
    Lut gayi mit gayi
    Kya haal mera huwa
    Chhede mujhe ghadi ghadi
    Kahe mere pichhe padi
    Tauba duhai tu hai parai
    Tujhpe hai kya hak mera
    Rog ye hai bura
    Ab tera hoga kya
    Jab se tujhe piya
    Hotho se chhu liya
    Jagi ye pyas kya dil ye
    Dhak dhak dhak kyu kare
    Sajna tu bata ye
    Mujhe kya huwa
    Pehle kabhi kahi
    Aisa huwa nahi

    Mard mujhe kaisa mila
    Dard nahi jane mera
    Pyar mein had se
    Main to gujar gayi
    Uspe asar na huwa
    Tane mujhe yu na suna
    Josh mujhe yu na dila
    Aag udhar ki idhar lagi to
    Phir soch le hoga kya
    Jo kabhi na huwa
    Aaj wo ho gaya
    Jab se tujhe piya
    Hotho se chhu liya
    Jagi ye pyas kya dil ye
    Dhak dhak dhak kyu kare
    Sajna tu bata ye
    Mujhe kya huwa
    Pehle kabhi kahi
    Aisa huwa nahi
    Mujhko pata nahi dil ye
    Dhak dhak dhak kyu kare
    Dil ko ye kya huwa
    Main nahi janta...))


    Posted by : {Ritu Kesharwani}

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Jab Se Tujhe Piya mp3 song, Jab Se Tujhe Piya lyrics, Jab Se Tujhe Piya Lyrics, Lyrics Jab Se Tujhe Piya, Jab Se Tujhe Piya hindi lyrics, Jab Se Tujhe Piya hindi movie songs, Jab Se Tujhe Piya bollywood songs, Jab Se Tujhe Piya bollywood songs lyrics Download Jab Se Tujhe Piya mp3 song