BollywoodTarane

    Download Paise Ka Mantar Paise song

    Paisa Hi Paisa 1956

    Free Paise Ka Mantar Paise mp3 song

    We presents for now Paise Ka Mantar Paise mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Paise Ka Mantar Paise
    Artist : Kishor Kumar
    Save As
    Paise Ka Mantar Paise Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Paise Ka Mantar Paise Ka Jantar
    Song Lyrics Movie = Paisa Hi Paisa (1956)
    Singers =Kishore Kumar
    Song Lyricists =Majrooh Sultanpuri
    Music Composer =Anil Krishna Biswas
    Director =Mehrish
    Music Label =Saregama
    Starring =Kishore Kumar, Mala Sinha, Shakila Radakrishan,
     Amar Murad


    mp3 songs


    ((Paise ka mantar paise ka jantar
    Paisa paisa chhu chhu
    Jate pran palatkar aave
    Gajab hai tera jadu palat
    Paise ka mantar paise ka jantar
    Paisa paisa chhu chhu
    Jate pran palatkar aave
    Gajab hai tera jadu palat
    Chhu chhu chhumantar
    Hai jadu mantar
    Chhu chhu chhumantar
    Hai jadu mantar
    Chhu chhu chhu chhu

    Bin tere hai ved doctor
    Sab kaudi ke tin
    Tere aage jhuti pad jati paintlin
    Bin tere hai ved doctor
    Sab kaudi ke tin
    Tere aage jhuti pad jati paintlin

    Badi davayi nagad narayan
    Badi davayi nagad narayan
    Baki chhaka chhu chhu chhu
    Baki chhaka chhu chhu chhu
    Gajab tera jadu chhu
    Paise ka mantar paise ka jantar
    Paisa paisa chhu chhu
    Jate pran palatkar aave
    Gajab hai tera jadu palat
    Paise ka mantar paise ka jantar
    Paisa paisa chhu chhu
    Jate pran palatkar aave
    Gajab hai tera jadu palat
    Chhu chhu chhumantar
    Hai jadu mantar
    Chhu chhu chhumantar
    Hai jadu mantar
    Chhu chhu chhu chhu

    Teri khatir mulla pandit
    Sab beche imaan sach hai
    Tere hatho sach ka ullu
    Banta hai insa sach hai
    Tere hi khatir hai ye saari
    Main main tu tu sach hai
    Paisa hi allah paisa hi data
    Paise ka mantar paise ka jantar
    Paisa paisa chhu chhu
    Jate pran palatkar aave
    Gajab hai tera jadu palat

    Paisa hi bhagwan sach hai
    Paisa hi baba paisa hi bhaiya
    Paisa hi amma jaan sach hai
    Tu hai to sab rishta nata
    Nahi to bandak bhu sach hai

    Ek tere bina lakho phire
    Banke nikhattu
    Ek tere hi hunter se chale
    Duniya la tattu
    Ek teri hi tori pe nache
    Dharti ka lattu
    O nache dharti ka lattu
    O nache dharti ka lattu

    Teri chamak se andhi
    Ankhiya mare naina ban
    Mare naina ban
    Teri khanak pe marta murga
    Uthke lagave tan

    Ho tujhse hi jeevan ka murga
    Tujhse hi jeevan ka murga
    Bole kukadu ku bole kukadu ku
    Bole kukadu ku
    Gajab hai tera jadu palat
    Paise ka mantar paise ka jantar
    Paisa paisa chhu chhu
    Jate pran palatkar aave
    Gajab hai tera jadu palat
    Chhu chhu chhumantar
    Hai jadu mantar
    Chhu chhu chhumantar
    Hai jadu mantar
    Chhu chhu chhu chhu
    Palat tera dhyan kidhar hai babu...))


    Posted by : {Ritu Kesharwani}

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Paise Ka Mantar Paise mp3 song, Paise Ka Mantar Paise lyrics, Paise Ka Mantar Paise Lyrics, Lyrics Paise Ka Mantar Paise, Paise Ka Mantar Paise hindi lyrics, Paise Ka Mantar Paise hindi movie songs, Paise Ka Mantar Paise bollywood songs, Paise Ka Mantar Paise bollywood songs lyrics Download Paise Ka Mantar Paise mp3 song