BollywoodTarane

    Download Saat rang Mein song

    Aakhir Kyon 1985

    Free Saat rang Mein mp3 song

    We presents for now Saat rang Mein mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Saat rang Mein
    Artist : Holi
    Saat rang Mein Song Lyrics
    Song lyrics title : Apne Rang Mein Rang De
    Song lyrics movie : Aakhir Kyon (1985)
    Singers : Amit Kumar, Anuradha Paudwal
    Song Lyricists : Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
    Music Composer : Rajesh Roshan
    Director : J. Om Prakash
    Music Label : T-Series
    Starring : Rajesh Khanna, Tina Munim, Smita Patil, Rakesh Roshan
    Release on : 30th August, 1985


    mp3 songs lyrics


    Ho ho ho
    Ho ho
    Ho ho
    Ho ho ho
    Ho ho
    Ho ho

    Saat rang mein khel rahi hai
    Hoy
    Saat rang mein khel rahi hai
    Dil waalon ki toli re
    Bheege daaman choli re
    Arre apne hi rang mein rang le mujhko
    Yaad rahegi holi re
    Arre apne hi rang mein rang le mujhko
    Yaad rahegi holi re

    Saat rang mein khel rahi hai
    Dil waalon ki toli re
    Bheege daaman choli re
    Arre apne hi rang mein rang le mujhko
    Yaad rahegi holi re
    Arre apne hi rang mein rang le mujhko
    Yaad rahegi holi re

    Laal gulaabi neele peele
    Rang hain duniyaa waalon ke
    Ho ho
    Ho ho
    O o o
    Laal gulaabi neele peele
    Rang hain duniyaa waalon ke
    Pyaar ke rang mein doob gaye
    Dil dekho ham matwaalon ke
    Arre ujla mukhdaa dekh ke tera
    Rang udey hain ujaalon ke

    Saat rang mein khel rahi hai
    Dil waalon ki toli re
    Bheege daaman choli re
    Arre apne hi rang mein rang le mujhko
    Yaad rahegi holi re
    Arre apne hi rang mein rang le mujhko
    Yaad rahegi holi re

    Aandaa hai ik baar saal wich
    Phaagun da maheena
    Ho ho
    Ho ho
    Ho ho ho
    Aandaa hai ik baar saal wich
    Phaagun da maheena
    Naha ke rang mein nikhar gayi hai
    Aaj hai ritu haseena
    Arre is mausam mein jo na bheege
    Kyaa hai uska jeena

    Saat rang mein khel rahi hai
    Dil waalon ki toli re
    Bheege daaman choli re
    Arre apne hi rang mein rang le mujhko
    Yaad rahegi holi re
    Arre apne hi rang mein rang le mujhko
    Yaad rahegi holi re...


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download mp3 song, Saat rang Mein lyrics, Lyrics, Lyrics , hindi lyrics, hindi movie songs, bollywood songs, bollywood songs lyrics Download mp3 song