BollywoodTarane

    Download Hum Tere Bina Bhi song

    Jwalamukhi 1980

    Free Hum Tere Bina Bhi mp3 song

    We presents for now Hum Tere Bina Bhi mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Hum Tere Bina Bhi
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Hum Tere Bina Bhi Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Hum Tere Bina Bhi Nhi Ji Sakte
    Song Lyrics Movie = Jwalamukhi (1980)
    Singers = Asha Bhosle, Hemlata, Kishore Kumar, Mahendra Kapoor
    Song Lyricists = Anjaan
    Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
    Director = Prakash Mehra
    Music Label = Saregama
    Starring = Shatrughan Sinha, Reena Roy, Waheeda Rehman, Pran, Shabana Azmi, Vinod Mehra
    Release on = 6th December, 1980


    mp3 songs


    Hum tere bina bhi nahi ji sakte or
    Tere bina bhi nahi ji sakte
    Tere bina bhi nahi ji sakte or
    Tere bina bhi nahi ji sakte or
    Hona kisi ek ka hai
    Humko pata hai magar kya kare
    Dil se majbur hai hum
    Tere bina bhi nahi ji sakte or
    Tere bina bhi nahi ji sakte or
    Tere bina bhi nahi ji sakte

    Kya ye raj hai kaisa andaj hai
    Mai tera nishana hu o tera deewana
    Deewano ka anjam kya hoga
    Kya ye pyaar kaisa ikrar hai
    Wada hai kisise irada hai kisi a
    To fie dil ka kya faisala hoga
    Are jaise nidiya ke do kinare
    Waise tum do yaar
    Tum dono do ankhe
    Humko dono se hai pyaar
    Tere bina bhi nahi ji sakte or
    Tere bina bhi nahi ji sakte

    Hona kisi ek ka hai
    Humko pata hai magar kya kare
    Dil se majbur hai hum
    Tere bina bhi nahi ji sakte or
    Tere bina bhi nahi ji sakte or
    Tere bina bhi nahi ji sakte

    Satyug ki rit wo kalyug me na chale
    Paanch pandavo ki thi ek patarani
    Ye tab tha magar ab nahi hoga
    Satyug ki rit kyu kalyug me na chale
    Unka dil bhi dil tha humara dil bhi dil hai
    Jo tab tha wo ab kyu nahi hoga
    Are yug badale to duniya badale
    Badale har dastur
    Badale har dastur badalna hume nahi manjur
    Tere bina bhi nahi ji sakte or
    Tere bina bhi nahi ji sakte
    Hona kisi ek ka hai
    Humko pata hai magar kya kare
    Dil se majbur hai hum
    Tere bina bhi nahi ji sakte or
    Tere bina bhi nahi ji sakte or
    Tere bina bhi nahi ji sakte

    Kya khyal hai walla kamal hai
    Jamine fat jaye jagire bat jaye
    Dilo ka batwara nahi hota
    Ye dil bhi khub hai kaise mahbub hai
    Aisa hua na hoga
    Ye kdil se pyar do do ka
    Dunia ko gawara nahi hota
    Dil ka aana dil ka jana
    Kaha hai apne hath
    Kaun kaha kiska ho jaye
    Ye kismat ki bat
    Tum mere bina nahi ji sakte or
    Mere bina nahi ji sakte
    Hona kisi ek ka hai ye inko pata hai magar
    Dil se majbur hai hum
    Tere bina bhi nahi sakte or
    Tere bina bhi nahi sakte....


     Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Hum Tere Bina Bhi mp3 song, Hum Tere Bina Bhi lyrics, Hum Tere Bina Bhi Lyrics, Lyrics Hum Tere Bina Bhi, Hum Tere Bina Bhi hindi lyrics, Hum Tere Bina Bhi hindi movie songs, Hum Tere Bina Bhi bollywood songs, Hum Tere Bina Bhi bollywood songs lyrics Download Hum Tere Bina Bhi mp3 song