BollywoodTarane

    Download Dil Cheez Kya Hai song

    Umrao Jaan 1981

    Free Dil Cheez Kya Hai mp3 song

    We presents for now Dil Cheez Kya Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Dil Cheez Kya Hai
    Artist : XYZ
    Dil Cheez Kya Hai Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Dil Cheez Kya Hai
    Song Lyrics Movie : Umrao Jaan (1981)

    mp3 songs

    Aa aa aa aa, aa aa aa
    Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye - 2
    Bas ek baar mera kaha
    Bas ek baar mera kaha maan lijiye - 2
    Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye
    Is anjuman mein aap ko
    Is anjuman mein, aah, aah aah aah
    Is anjuman mein aap ko
    Is anjuman mein aap ko aana hai baar baar
    Aana hai baar baar
    Deevaar-o-dar ko gaur se
    Deevaar-o-dar ko gaur se pehchaan lijiye - 2
    Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye
    Maana ke doston ko nahin
    Doston, doston ko nahin
    Maana ke doston ko nahin dosti ka paas
    Lekin yeh kya ke gair ka
    Lekin yeh kya ke gair ka ehsaan lijiye - 2
    Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye
    Kahiye to
    Kahiye to aasmaan ko
    Kahiye to aasmaan ko zameen par utaar laaye
    Mushkil nahin hai kuch bhi
    Mushkil nahin hai kuch bhi agar thaan lijiye - 2
    Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye
    Bas ek baar, bas ek baar
    Bas ek baar mera kaha maan lijiye
    Maan lijiye, maan lijiye




    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download mp3 song, Dil Cheez Kya Hai lyrics, Lyrics, Lyrics , hindi lyrics, hindi movie songs, bollywood songs, bollywood songs lyrics Download mp3 song