BollywoodTarane

    Download Dil Ko Laga Ke song

    Anokhi Ada 1948

    Free Dil Ko Laga Ke mp3 song

    We presents for now Dil Ko Laga Ke mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Dil Ko Laga Ke
    Artist : XYZ
    Save As
    Dil Ko Laga Ke Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Dil Ko Laga Ke Humne
    Song Lyrics Movie : Anokhi Ada (1948)


    mp3 songs

    dil ko laga ke hum ne
    kuchh bhi na paaya
    chain ganwaaya
    dil ko laga ke hum ne
    kuchh bhi na paaya
    chain ganwaaya

    gham ka fasaana kya sunaayen
    keh na paayen
    haan haan
    gham ka fasaana kya sunaayen
    keh na paayen
    yeh bhi na socha haaye bhool ke
    ae ae
    yeh bhi na socha haaye bhool ke
    jis bewafa ko
    apna banaaya
    hai woh paraaya
    dil ko laga ke hum ne
    kuchh bhi na paaya
    chain ganwaaya

    aankhon se dil khaaye dhokhe
    chup ro ke
    aankhon se dil khaaye dhokhe
    chup ro ke
    o o o o
    duniya basi na haaye pyaar ki
    o o o o
    duniya basi na haaye pyaar ki
    baithe bithaaye
    rog lagaaya
    ji ko jalaaya
    dil ko laga ke hum ne
    kuchh bhi na paaya
    chain ganwaaya

    de ke sahaara mujh ko jhootha
    tum ne loota
    haan haan
    de ke sahaara mujh ko jhootha
    tum ne loota
    bhooli kahaani haaye chhed di
    bhooli kahani haaye chhed di
    mera fasana yaad na aaya hans ke rulaaya
    dil ko laga ke hum ne
    kuchh bhi na paaya
    chain ganwaaya




    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Dil Ko Laga Ke mp3 song, Dil Ko Laga Ke lyrics, Dil Ko Laga Ke Lyrics, Lyrics Dil Ko Laga Ke, Dil Ko Laga Ke hindi lyrics, Dil Ko Laga Ke hindi movie songs, Dil Ko Laga Ke bollywood songs, Dil Ko Laga Ke bollywood songs lyrics Download Dil Ko Laga Ke mp3 song