BollywoodTarane

    Download Ye Duniya Ye song

    Yahudi 1958

    Free Ye Duniya Ye mp3 song

    We presents for now Ye Duniya Ye mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Ye Duniya Ye
    Artist : Mohammad Rafi
    Save As
    Ye Duniya Ye Song Lyrics
    Song Title = Ye Duniya Ye
    Movie/album = Yahudi (1958)
    Singers = Mohammed Rafi
    Song Lyricists =Hasrat Jaipuri
    Music Director =Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
    Director =Bimal Roy

    Mp3 Song Lyrics

    (( Ye duniya
    Ye duniya
    Haay hamaari ye duniya
    Shaitaanon ki basti hai
    Yahaan zindagi sasti hai
    Ye duniya
    Ye duniya
    Haay hamaari ye duniya
    Shaitaanon ki basti hai
    Yahaan zindagi sasti hai
    Ye duniya
    Ye duniya

    Dam lene ko saayaa hai talwaaron ka
    So jaane ko bistar hai angaaron ka
    Qadam chhoom tu sar ke andhe peeron peeron ke
    Karna hoto sijda kar deewaaron ka
    Arre karna ho to sijda kar deewaaron ka
    Ye duniya
    Ye duniya
    Haay hamaari ye duniya
    Har zaalim ek hasti hai
    Majhab zulm parasti hai
    Ye duniya
    Ye duniya

    Raaz ye dar ka maut hai yahaan ki raani
    Qadam qadam pe zor zulm ki manmaani
    Bhhookh yahaan ki fasal
    Saal bhar phhalti hai
    Log yahaan peete hain aankhon ka paani
    Arre log yahaan peete hain aankhon ka paani
    Ye duniya
    Ye duniya
    Haay hamaari ye duniya
    Har su aag parasti hai
    Pyaasi rooh tarasti hai
    Ye duniya
    Ye duniya

    Badal rahi hai
    Roz badalti jaayegi
    Badal rahi hai
    Roz badalti jaayegi
    Duniya karwat legi chakkar khaayegi
    Lekin ham mazloon ghareebon ki qismat
    Kabhi na hansne degi
    Sadaa rulaayegi
    Arre kabhi na hansne degi
    Sadaa rulaayegi
    Ye duniya
    Ye duniya
    Haay hamaari ye duniya
    Badhaalon pe hansti hai
    Laachaaron ko dansti hai
    Ye duniya
    Ye duniya...))

    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Ye Duniya Ye mp3 song, Ye Duniya Ye lyrics, Ye Duniya Ye Lyrics, Lyrics Ye Duniya Ye, Ye Duniya Ye hindi lyrics, Ye Duniya Ye hindi movie songs, Ye Duniya Ye bollywood songs, Ye Duniya Ye bollywood songs lyrics Download Ye Duniya Ye mp3 song