BollywoodTarane

    Download Jeevan Tumne Diya Hai song

    Big Brother 2007

    Free Jeevan Tumne Diya Hai mp3 song

    We presents for now Jeevan Tumne Diya Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Jeevan Tumne Diya Hai
    Artist : Sadhana Sargam
    Save As
    Jeevan Tumne Diya Hai Song Lyrics
    Song Lyrics : Jivan Tumne Diya Hai Sanmbhaloge Tum
    Movie or Album: Big Brother
    Singer(s): Alka Yagnik, Roop Kumar Rathod, Sadhana Sargam, Udit Narayan
    Music Director(s): Sandesh Sandilya
    Lyricist(s): Sameer

    Hindi Lyrics

    jivan tumne diya hai sanmbhaloge tum - (2)
    aasha hame hai vishwas hai, har mushkil se vidhata nikaloge tum
    jivan tumne diya hai sanmbhaloge tum
    aasha hame hai vishwas hai, har mushkil se vidhata, nikaloge tum
    jivan tumne diya hai sanmbhaloge tum

    saye me ham aap hi ke pale, satkarm kee rah par ham chale
    sare jahan kee bhalayi kare, ham naa kisiki burayi kare
    iss duniya ke dukhon se bacha loge tum - (2)
    aasha hame hai vishwas hai, har mushkil se vidhata, nikaloge tum
    jivan tumne diya hai sanmbhaloge tum

    har pal agar tumhara sath hai, phir humko darne kee kya bat hai
    kathanayiyo se naa harenge ham, tumko hamesha pukarenge ham
    apne gale se hame bhee lagaloge tum - (2)
    aasha hame hai vishwas hai, har mushkil se vidhata, nikaloge tum
    jivan tumne diya hai sanmbhaloge tum

    chhaya kahee toh kahee dhup hai, hai nam kitne kayi rup hai
    har shay me tum ho samaye huye, ham sab hain tumhare banaye huye
    ham jo ruthe kabhee toh manaloge tum - (2)
    aasha hame hai vishwas hai, har mushkil se vidhata, nikaloge tum
    jivan tumne diya hai sanmbhaloge tum
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Jeevan Tumne Diya Hai mp3 song, Jeevan Tumne Diya Hai lyrics, Jeevan Tumne Diya Hai Lyrics, Lyrics Jeevan Tumne Diya Hai, Jeevan Tumne Diya Hai hindi lyrics, Jeevan Tumne Diya Hai hindi movie songs, Jeevan Tumne Diya Hai bollywood songs, Jeevan Tumne Diya Hai bollywood songs lyrics Download Jeevan Tumne Diya Hai mp3 song