BollywoodTarane

    Download Hum ho gaye aapke song

    Hum Ho Gaye Aap Ke 2001

    Free Hum ho gaye aapke mp3 song

    We presents for now Hum ho gaye aapke mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Hum ho gaye aapke
    Artist : Kumar Sanu
    Save As
    Hum ho gaye aapke Song Lyrics
      Song Lyrics Title : Hum Ho Gaye Aap Ke
    Song Lyrics Movie/Album Name: HUM HO GAYE AAP KE
    Singer(s) : ALKA YAGNIK AND KUMAR SANU

    Lyrics
    --MALE--
    Ay

    --FEMALE--
    Haan

    --MALE--
    Aah

    --FEMALE--
    Na na

    --MALE--
    Mm hmm hmm, hmm hmm hmm hey
    Aah ha ha

    (Kyoon bekhudi si chhaayi hai
    Kyoon aag si lagaayi hai aapne) - 2
    Oh hum ho gaye aap ke
    Oh ho ho, hum ho gaye aap ke

    --FEMALE--
    Ho, mera hosh bhi udaaya hai
    Meri neend bhi churaayi hai aapne
    Mera hosh bhi udaaya hai
    Meri neend bhi churaayi hai aapne
    Oh hum ho gaye aap ke - 2

    --MALE--
    Pehle aise kabhi dil dhadakta na tha
    Bewajaa is tarah se yeh tadapta na tha

    --FEMALE--
    Dard aisa kabhi bhi mujhko hota na tha
    Har ghadi yun mera chain khota na tha
    Aah, aah ha, aah ha aah aah aah

    --MALE--
    Meri jaan pe ban aayi hai
    Haalat yeh kya banaayi hai aapne
    Ho, hum ho gaye aap ke - 2

    Hey hey hey, hey hey aah haa
    Eh hey hey, aah haa haa haa

    --FEMALE--
    Chori chori machalne se kya faayedaa
    Raaz-e-dil kholdene ka apna mazaa

    --MALE--
    Mujhko hai meri in dhadkanon ki kasam
    Aap ko bhi hai mujhse mohabbat sanam
    Hey, hey hey, aah haa haa haa haa

    --FEMALE--
    Is mein nahin buraayi hai
    Yeh baat kyoon chhupaayi hai aapne
    Haan, hum ho gaye aap ke
    Oh oh oh, hum ho gaye aap ke

    --MALE--
    Kyoon bekhudi si chhaayi hai
    Kyoon aag si lagaayi hai aapne

    --FEMALE--
    Mera hosh bhi udaaya hai
    Meri neend bhi churaayi hai aapne

    --MALE--
    Ho, hum ho gaye aap ke

    --FEMALE--
    Hai, hum ho gaye aap ke

    --MALE--
    Haan, hum ho gaye aap ke

    --FEMALE--
    Hmm, hum ho gaye aap ke
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Hum ho gaye aapke mp3 song, Hum ho gaye aapke lyrics, Hum ho gaye aapke Lyrics, Lyrics Hum ho gaye aapke, Hum ho gaye aapke hindi lyrics, Hum ho gaye aapke hindi movie songs, Hum ho gaye aapke bollywood songs, Hum ho gaye aapke bollywood songs lyrics Download Hum ho gaye aapke mp3 song