BollywoodTarane

    Download Zara dil ko thaam lo song

    Don 2 2011

    Free Zara dil ko thaam lo mp3 song

    We presents for now Zara dil ko thaam lo mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Zara dil ko thaam lo
    Artist : New Song
    Save As
    Zara dil ko thaam lo Song Lyrics
    Song lyrics title : Zara dil ko thaam lo
    Song lyrics movie : Don 2
    singer : Ahsan Waqqar.

    mp3 songs lyrics



    Dilkashi aur dilbari
    uski hai jadugari
    dilkashi aur dilbari
    uski hai jadugari
    jiski aankhein hain taare
    hairan jispar hain saare
    ae dil yeh sach hai kya
    aaj woh hai kya…aa hi gaya

    zaraa dil ko thaam lo, naam lo
    keh bhi do hai kaun
    aa gaya, aa gaya, laut ke dekho don

    jo na samjha koi main wohi raaz hoon
    jo na samjha koi main wohi raaz hoon
    jo kissi ka nahin hai woh andaaz hoon
    main samandar se gehra,
    main kahin kab hoon thehra
    main hoon jaise dhuaan,
    yeh dhuaan kahin hai rukta kahan

    zaraa dil ko thaam lo, naam lo
    keh bhi do hai kaun
    aa gaya, aa gaya, laut ke dekho don

    tu nahin hai dhuaan ek
    shola hai tu meri jaan
    paas tere magar aaoongi
    tujh mein hi jal ke mar jaoongi

    mujhko chaha to paaogi kya
    main kahan jaoon kal, mera kya hai pata

    zaraa dil ko thaam lo, naam lo
    keh bhi do hai kaun
    aa gaya, aa gaya, laut ke dekho don
    dekho don

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Zara dil ko thaam lo mp3 song, Zara dil ko thaam lo lyrics, Zara dil ko thaam lo Lyrics, Lyrics Zara dil ko thaam lo, Zara dil ko thaam lo hindi lyrics, Zara dil ko thaam lo hindi movie songs, Zara dil ko thaam lo bollywood songs, Zara dil ko thaam lo bollywood songs lyrics Download Zara dil ko thaam lo mp3 song