BollywoodTarane

    Download Zamana Diwana Ho Gaya song

    Zamaana Deewana 1995

    Free Zamana Diwana Ho Gaya mp3 song

    We presents for now Zamana Diwana Ho Gaya mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Zamana Diwana Ho Gaya
    Artist : Sapna Mukherjee
    Save As
    Zamana Diwana Ho Gaya Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Zamana Diwana Ho Gaya
    Song Lyrics Movie : Zamaana Deewana (1995)
    Singers:    Sapna Mukherjee, Vinod Rathod
    Song Lyricists:    Sameer
    Music Composer:    Nadeem Saifi, Shravan Rathod
    Director:    Ramesh Sippy
    Music Label:    Venus Music
    Starring:    Jeetendra, Shatrughan Sinha, Shahrukh Khan, Raveena Tandon,
    Anupam Kher, Prem Chopra
    Release on:    28th July, 1995


    mp3 songs


    Arre baarudo ke mausam mein sab
        Karane lage phulon ki baat
        Aag ke jalate dariya par
        Phir hone lagi rimzim barsaat
        Tham gayi hai nafrat ki aandhi
        Arre aalam sara hai khushhaal
        Saanson mein hai preet ki sargam
        Tan soni te mann mahiwal
        Aji kya kaha?
        Dhundhte rah jaoge
        Kya? Aji dhundhte rah jaoge
        Pyar me har koi kho gaya
        Zamaana deewana ho gaya
        Zamaana deewana ho gaya
        Pyar me har koi kho gaya
        Zamaana deewana ho gaya
        Zamaana deewana ho gaya
        Dil ke pahlu me dil so gaya
        Dil ke pahlu me dil so gaya
        Zamaana deewana ho gaya
        Zamaana deewana ho gaya
        Pyar me har koi kho gaya
        Zamaana deewana ho gaya
        Zamaana deewana ho gaya

        In galiyo me bach ke rahna natkhat prem kumari
        In galiyo me bach ke rahna natkhat prem kumari
        Is basti me rahte hai sab ke sab prem pujari
        Chatak matak ke mat chaliyo
        Koi namak laga kar chakh lega
        Chatkili chatak jawani ko
        Jhat se ankhiyan me rakh lega
        Sundar ladki hai jaha
        Tandrusti hai waha
        Tandrusti hai waha

        Ho laila majnu se shirin farhaad se
        Ho laila majnu se shirin farhaad se
        Hara hai zamaana dil ki fariyad se, fariyad se
        Dil bekhabar hai, dilkash safar hai, na koi darr hai
        Sama ki baaho me he parwane

        Sabka dil ishq me kho gaya
        Zamaana deewana ho gaya
        Zamaana deewana ho gaya
        Dil ke pahlu me dil so gaya
        Dil ke pahlu me dil so gaya
        Zamaana deewana ho gaya
        Zamaana deewana ho gaya

        Zulm ki ye khanjar chalwaye
        Kitne hitlar aaye
        Zulm ki ye khanajr chalwaye
        Kitne hitlar aaye
        Par ishq me pagal deewano ko woh bhi rok na paye
        Lahu dilo ka jab chahat ke rango me dhalta hai
        Tab tab is duniya me sundar tajmahal banta hai
        Maine raag jo chheda mere raag ne jaadu kar diya
        Mere raag ne jaadu kar diya

        Arre kaise koi roke rasta toofano ka, toofano ka
        Haan kaise koi roke rasta toofano ka, toofano ka
        Vada kabhi tute nahi deewano ka, deewano ka
        Hanske marenge, ulfat karenge, yeh na darenge
        Milke likhenge naye afsane

        Darne wala wo kal to gaya
        Zamaana deewana ho gaya
        Zamaana deewana ho gaya
        Dil ke pahlu me dil so gaya
        Dil ke pahlu me dil so gaya
        Zamaana deewana ho gaya
        Zamaana deewana ho gaya
        Pyar me har koi kho gaya
        Zamaana deewana ho gaya
        Zamaana deewana ho gaya
        Dil ke pahlu me dil so gaya
        Dil ke pahlu me dil so gaya
        Zamaana deewana ho gaya
        Zamaana deewana ho gaya
        Zamaana deewana ho gaya
        Zamaana deewana ho gaya.


    Posted by: {Neha sharma}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Zamana Diwana Ho Gaya mp3 song, Zamana Diwana Ho Gaya lyrics, Zamana Diwana Ho Gaya Lyrics, Lyrics Zamana Diwana Ho Gaya, Zamana Diwana Ho Gaya hindi lyrics, Zamana Diwana Ho Gaya hindi movie songs, Zamana Diwana Ho Gaya bollywood songs, Zamana Diwana Ho Gaya bollywood songs lyrics Download Zamana Diwana Ho Gaya mp3 song