BollywoodTarane

    Download Yeh Kya Hua Hai Reprise song

    Baankey Ki Crazy Baraat 2015

    Free Yeh Kya Hua Hai Reprise mp3 song

    We presents for now Yeh Kya Hua Hai Reprise mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Yeh Kya Hua Hai Reprise
    Artist : XYZ
    Save As
    Yeh Kya Hua Hai Reprise Song Lyrics
    Song Title = Yeh Kya Hua Hai (Reprise)
    Movie/album = Baankey Ki Crazy Baraat (2015)
    Singers = Abhishek Nailwal
    Song Lyricists = Ravi Basnet
    Music Director = Vijayaa Shanker
    Director = Aijaz Khan
    Music Label = T-Series

    Mp3 Song Lyrics

    ((Kuch dino se yeh dil kahi bhi lagta nahi hai
    Main yahi pe hoon aur yeh mera dil kahi hai
    Kuch dino se yeh dil kahi bhi lagta nahi hai
    Main yahi pe hoon aur yeh mera dil kahi hai
    Soch raha hoon kya ho gaya hai
    Yu baithe baithe hi dil kho gaya hai
    Yeh kya hua hai, yeh kya hua hai
    Yeh kya hua hai, yeh kya hua hai

    Jaane kaun sa rasta dil ne hai chun liya
    Jaane aankho ne kaun sa khwab hai bun liya
    Bekhayali ke saaye bhi sath chalne lage
    Aise hi is tarah se lamhe dhalne lage
    Soch raha hoon kya ho gaya hai
    Yu baithe baithe hi dil kho gaya hai
    Yeh kya hua hai, yeh kya hua hai
    Yeh kya hua hai, yeh kya hua hai

    Baat is pal ki agle pal yaad rehti nahi
    Kuch pata na chale ki kya galat kya sahi
    Ja raha tha kahi magar raste mud gaye
    Tum jaha the khade usi mod se jud gaye
    Soch raha hoon kya ho gaya hai
    Yu baithe baithe hi dil kho gaya hai
    Yeh kya hua hai, yeh kya hua hai
    Yeh kya hua hai, yeh kya hua hai

    Ho jaane dil ne kya chori chhupke se
    Maange kaisi dua hai
    Kyun juda mujhse dhadkane sari
    Jab se tune chhua hai
    Soch raha hoon kya ho gaya hai
    Yu baithe baithe hi dil kho gaya hai
    Yeh kya hua hai, yeh kya hua hai
    Yeh kya hua hai, yeh kya hua hai.))

    Posted By : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Yeh Kya Hua Hai Reprise mp3 song, Yeh Kya Hua Hai Reprise lyrics, Yeh Kya Hua Hai Reprise Lyrics, Lyrics Yeh Kya Hua Hai Reprise, Yeh Kya Hua Hai Reprise hindi lyrics, Yeh Kya Hua Hai Reprise hindi movie songs, Yeh Kya Hua Hai Reprise bollywood songs, Yeh Kya Hua Hai Reprise bollywood songs lyrics Download Yeh Kya Hua Hai Reprise mp3 song