BollywoodTarane

    Download Yeh Hai Geeta Ka song

    Sanyasi 1975

    Free Yeh Hai Geeta Ka mp3 song

    We presents for now Yeh Hai Geeta Ka mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Yeh Hai Geeta Ka
    Artist : Mukesh
    Save As
    Yeh Hai Geeta Ka Song Lyrics
    song lyrics title : Yeh Hai Geeta Ka
    song lyrics movie/album : Sanyasi (1975)
    Singer(s): Mukesh


    song lyrics

    aa~
    karmanye wadika raste
    maa phale shukla jan
    karam kiye jaa phal ki ichha mat kar aye insaan
    jaise karm karega waise phal dega bhagwaan
    yeh hai geeta ka gyan - 6
    karam kiye jaa phal ki ichha mat kar aye insaan
    jaise karm karega waise phal dega bhagwaan
    yeh hai geeta ka gyan - 6

    iss prani ka kashta durr karo maharaj
    yeh kaun hai devi kya kashta hai isse
    roopchand hai reshamwala kapde ka vyopari
    bees baras tak saath rehkar bhaag gayi iski naari
    aur agar woh saath mein rehti marr jaati bechari
    pati dev ke mann bhaai thi baala ek kanwari
    pati bana patni ka dushman sankat mein thi jaan
    jaise karm karega waise phal dega bhagwaan
    yeh hai geeta ka gyan - 6

    gurudev iss kanya ka mukhada toh bhola bhala hain kintu
    kintu kintu kya
    mrugnaini ke chanchal baala mann mein liye udaasi
    dukh ke andar dabi hui hai sukh ki hai abhilashi
    kisike ghar ki raajkumari bani kisiki daasi
    majboori ke aankh mein aansu palken phir bhi pyaasi
    pal pal dhoye armaanon ke gangajal se traan
    jaise karm karega waise phal dega bhagwaan
    yeh hai geet ka gyan - 6

    aap toh gyani hai antaryaami hai batayiye na maharaj
    kya devi
    kaunsi duwidha aapki charnon mein inn ko le aayi
    kis chinta mein magan hai dono kyon aankhen pathraai
    yeh mare hue hai ya jeevit
    yeh marnewale hai devi inka ant nikat hai
    tathasthu
    in dono drushto ne milke kaisi chaal chalaai
    ek kansa mama ban baitha ek duryodhan bhai
    krishna kans ka todega phir kalyug mein abhimaan
    jaise karam karega waise phal dega bhagwaan
    yeh hai geet ka gyan - 6

    haay gurudev yeh main kya dekh rahi hu
    jinke darshanon ko duniya tarasti ahi swayam darshan dene aa rahe hai
    pahucha hua hai saadhu kya kya chamatkar dikhaye
    bholi janta bole ishwar roop badalke aaye
    yeh janta ki bhul hai devi yeh mahapaapi hai ghor apraadhi
    ved shashtro ki bhasha yeh dhongi kya jaane
    yeh pooja karwaye apani prabhu ko kya jaane
    yeh saadhu ke bhes mein daaku roj pakhand rachaye
    rishiyon ko badnaam kare santon pe daag lagaye
    din mein daake daale paapi raat mein katal karaye
    sach bole sanyasi iska kabhi na ho kalyan
    jaise karam karega waise phal dega bhagwaan
    yeh hai geet ka gyan - 6
    karam kiye jaa phal ki ichha mat kar aye insaan
    jaise karm karega waise phal dega bhagwaan
    yeh hai geeta ka gyan - 6
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Yeh Hai Geeta Ka mp3 song, Yeh Hai Geeta Ka lyrics, Yeh Hai Geeta Ka Lyrics, Lyrics Yeh Hai Geeta Ka, Yeh Hai Geeta Ka hindi lyrics, Yeh Hai Geeta Ka hindi movie songs, Yeh Hai Geeta Ka bollywood songs, Yeh Hai Geeta Ka bollywood songs lyrics Download Yeh Hai Geeta Ka mp3 song