BollywoodTarane

    Download Ye jazba hamara hai song

    Gandhi Tohitler 2011

    Free Ye jazba hamara hai mp3 song

    We presents for now Ye jazba hamara hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Ye jazba hamara hai
    Artist : New Song
    Save As
    Ye jazba hamara hai Song Lyrics
    Song lyrics title : Ye jazba hamara hai aazadi ka
    Song lyrics movie : Gandhi to hitler (2011)
    Singer : Shaan
    Music Composer : Arbind-Lyton

    mp3 song
    lyrics

    Aur yeh hai hamara Hindustan
    Jahan ghulami ki zanjeer kaatne ko tatpar hain
    Aazad Hind Fauj ke Jawaan
    Spandan-heen hridaya me josh nayabharna hai aaj
    Maatr bhoomi ka karz ada karna hai aaj
    Shaheedo ke lahu-luhan qadam pade jin raahon par
    Unn raahon par bankar phool qadamo tale bikharna hai aaj

    Yeh jazba hamara hai aazadi ka
    In Goron ki jashn-e-barbadi ki [x2 times]

    Qadam qadam milana hai, aage badhte jana hai
    Aage badhte jana hai

    Yeh jazba hamara hai aazadi ka
    In Goron ki jashn-e-barbadi ki [x2 times]

    Qadam qadam milana hai, aage badhte jana hai
    Aage badhte jana hai

    Toofano ki fiqr nahi, Aandhiyon ka darr nahi
    Kate Bhale ye sar magar ise nahi jhukana hai [x2 times]

    Qadam qadam milana hai, aage badhte jana hai
    Aage badhte jana hai [x2 times]

    Iraade pe yaqeen kar, Haq lenge chhen kar
    Sar sehra har haal mein sajana hai [x2 times]

    Qadam qadam milana hai, aage badhte jana hai
    Aage badhte jana hai [x2 times]

    Pukaarti hai dharti maa, qaid se karo riha
    Lahu jigar ka deke bhi, jo khoya wo pana hai [x2 times]

    Qadam qadam milana hai, aage badhte jana hai
    Aage badhte jana hai [x2 times]

    Yeh jazba hamara hai aazadi ka
    In Goron ki jashn-e-barbadi ki [x2 times]

    Qadam qadam milana hai, aage badhte jana hai
    Aage badhte jana hai [x3 times]


    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Ye jazba hamara hai mp3 song, Ye jazba hamara hai lyrics, Ye jazba hamara hai Lyrics, Lyrics Ye jazba hamara hai, Ye jazba hamara hai hindi lyrics, Ye jazba hamara hai hindi movie songs, Ye jazba hamara hai bollywood songs, Ye jazba hamara hai bollywood songs lyrics Download Ye jazba hamara hai mp3 song