BollywoodTarane

    Download Ye Aaj Ka Bharat Hai song

    Mazdoor Zindabad 1976

    Free Ye Aaj Ka Bharat Hai mp3 song

    We presents for now Ye Aaj Ka Bharat Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Ye Aaj Ka Bharat Hai
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Ye Aaj Ka Bharat Hai Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Ye Aaj Ka Bharat Hai
    Song Lyrics Movie = Mazdoor Zindabad (1976)
    Singer = Asha Bhosle, Jaspal Singh
    Lyricist = Assad Bhopali
    Music Director = Usha Khanna


    Mp3 Song Lyrics

    ((Khush-haali hai aur mann hain
    Har dil mein mehnat ki lagan hain
    Saari dharti jaise chaman hain
    Yeh aaj ka bharat hai o saathi
    Aaj ka bharat hai
    Yeh aaj ka bharat hai o saathi
    Aaj ka bharat hai...

    Koi kal se kami anaaj di
    Aur ye haal hain aaj di
    Rakh ne ko godaam nahi
    Mehngaai ka kahin naam nahi
    Aur pehle jaise daam nahi
    Kaale dhande chorbazaari
    Bhool gaye woh saare paaji
    Hasee khushi ka raaz hain
    Hasee khushi ka raaz hain
    Ghar pe tiranga taaz hain
    Yeh aaj ka bharat hai o saathi
    Aaj ka bharat hai
    Yeh aaj ka bharat hai o saathi
    Aaj ka bharat hai...

    Hey ji re hey...

    Bajhi sehnaai nirban ki beti
    Bin dahej ki vyahi gayi
    Beghar gareebo ko ghar mil gaye
    Har gaon mein bijali laayi gayi
    Kal tak they jo bhoomi heen
    Aaj hain unki apni zameen
    Bekaaro ko mile hain kaam
    Majdooro ke bade hain daam
    Itane majboor ki gardan se
    Karz ki phaansi hatai gayi
    Hasee khushi ka raaz hai
    Hasee khushi ka raaz hai
    Sar pe tiranga taaz hai
    Yeh aaj ka bharat hai o saathi
    Aaj ka bharat hai
    Yeh aaj ka bharat hai o saathi
    Aaj ka bharat hai...

    Aayi gaa...

    Jaan gaya ab saara zamana
    Bachhe kam khush haal gharana
    Hadtaale aur dangepasad rahe na
    Ab janta ko aaj
    Mel milaap aur samjote huye
    Padoshi mulko se
    Bees sutra hain jinse hua hai
    Beda paar
    Ek saal mein huye hain ye kaam
    Uncha huaa hain sarkaar ka naam
    Uncha huaa hain sarkaar ka naam
    Yeh aaj ka bharat hai
    Yeh aaj ka bharat hai
    Yeh aaj ka bharat hai
    Yeh aaj ka bharat hai
    Yeh aaj ka bharat hai
    Yeh aaj ka bharat hai...))

    Posted by : {Soni Kumari}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Ye Aaj Ka Bharat Hai mp3 song, Ye Aaj Ka Bharat Hai lyrics, Ye Aaj Ka Bharat Hai Lyrics, Lyrics Ye Aaj Ka Bharat Hai, Ye Aaj Ka Bharat Hai hindi lyrics, Ye Aaj Ka Bharat Hai hindi movie songs, Ye Aaj Ka Bharat Hai bollywood songs, Ye Aaj Ka Bharat Hai bollywood songs lyrics Download Ye Aaj Ka Bharat Hai mp3 song