BollywoodTarane

    Download Yahi Hota JAVED song

    Namastey London 2007

    Free Yahi Hota JAVED mp3 song

    We presents for now Yahi Hota JAVED mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Yahi Hota JAVED
    Artist : Javed Akhtar
    Save As
    Yahi Hota JAVED Song Lyrics
    Song Lyrics :  Yahi Hota Pyaar Hai Kya (Mehfil Mix)
    Song Lyrics Album Name:  Namastey London
    Singer Names: Himesh Reshamiya,Sunidhi Chauhan,Javed Akhtar (Poetry),
    Lyricist Name:
    Music Director:
    Lyrics

    Javed Akhtar:
    nind ke baadalon ke pichhe hain
    muskuraata huwa koyi chehara
    chehare par bikhari ek reshami latt
    sarsaraata huwa koyi aanchal
    aur do aankhein hairaan haira si

    tera banega woh jo, tera nahi hai
    aye dil bata kyun tujko, itna yakin hai
    mere dil-e-beqkaar
    haan dil-e-beqkaar
    yahi hota pyaar hai kya
    mere dil-e-beqkaar
    haay
    yahi hota pyaar hai kya
    mere dil-e-beqkaar
    yahi hota pyaar hai kya

    Javed Akhtar:
    nind ke baadalon ke pichhe hain
    ek mulaakaat
    ek haseen lamha
    jheel ka thehara thehara sa paani
    ped par chehchahaati ek chidiyaan
    baagh mein khilate nanhe nanhe phool
    khubsurat labon ki narm si baat

    khwaabon mein koyi kyun hai yuun rehta
    aye dil tu kyun mujhe hain yeh kehta
    woh mera rasta bhi hai, aur woh hi manzil
    woh mera sagar bhi hai, aur woh hi saahil
    kaisi bata yeh betaabiyaan hain
    hum chalte chalte aye kahaan hain
    dil-e-beqkaar
    yahi hota pyaar hai kya
    mere dil-e-beqkaar
    haay
    yahi hota pyaar hai kya
    mere dil-e-beqkaar
    yahi hota pyaar hai kya

    Javed Akhtar:
    nind ke baadalon ke pichhe hain
    dopaher ek pili pili si
    lohe ki thandak ke lehje mein
    tuta aaina, udate kuchh kaagaj
    kirchon kirchon bikhrata ek mandar
    palkon pe jhil-milaata ek aansu
    ghehara sannata, shor karata huwa
    nind ke baadalon ke pichhe hain

    sunta hoon mein teri yeh dastaan
    simmte ki ek din to yeh dooriyaan
    pal mere tum mein dil koyi nahi hai
    tere zidd mein aye dil sadd afreen hai
    kyun yeh junoon hai, kya zustju hai
    aakhir tujhe kyun, yeh aarzoo hai
    dil-e-beqkaar
    yahi hota pyaar hai kya
    mere dil-e-beqkaar
    haay
    yahi hota pyaar hai kya
    mere dil-e-beqkaar
    yahi hota pyaar hai kya
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Yahi Hota JAVED mp3 song, Yahi Hota JAVED lyrics, Yahi Hota JAVED Lyrics, Lyrics Yahi Hota JAVED, Yahi Hota JAVED hindi lyrics, Yahi Hota JAVED hindi movie songs, Yahi Hota JAVED bollywood songs, Yahi Hota JAVED bollywood songs lyrics Download Yahi Hota JAVED mp3 song