BollywoodTarane

    Download Yahan Badla Wafa Ka song

    Jugnu 1947

    Free Yahan Badla Wafa Ka mp3 song

    We presents for now Yahan Badla Wafa Ka mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Yahan Badla Wafa Ka
    Artist : NoorJahan
    Save As
    Yahan Badla Wafa Ka Song Lyrics
    Song Title = Yahan Badla Wafa Ka
    Movie/Album = Jugnu 1947
    Singer = Mohammed Rafi, Noor Jehan
    Music Director = Firoz Nizami
    Lyricist = Tanvir Naqvi

    Mp3 Song Lyrics

    ((yaha badla wafa ka bewfaayi ke siva kya hai
    mohabbat karke bhi dekha, mohabbat me bhi dhoka

    hai
    kabhi sukh hai, kabhi dukh hai, abhi kya tha,

    abhi kya hai
    yu hi duniya badalti hai, isi ka naam duniya hai
    kabhi sukh hai, kabhi dukh hai, abhi kya tha,

    abhi kya hai
    tadapne bhi nahi deti, hame majburiya apni
    tadapne bhi nahi deti, hame majburiya apni
    mohabbat karne vaalo ka tadapna kisne dekha hai
    mohabbat karke bhi dekha, mohabbat me bhi dhoka

    hai...

    bade arman se vaado ne dil me ghar basaya tha
    bade arman se vaado ne dil me ghar basaya tha
    vo din jab yaad aate hai chale jaane ko aata hai
    yaha badla wafa ka bewfaayi ke siva kya hai
    kabhi sukh hai, kabhi dukh hai, abhi kya tha,

    abhi kya hai
    mohabbat karke bhi dekha, mohabbat me bhi dhoka

    hai
    yu hi duniya badalti hai, isi ka naam duniya hai
    kabhi sukh hai, kabhi dukh hai, abhi kya tha,

    abhi kya hai
    mohabbat karke bhi dekha, mohabbat me bhi dhoka

    hai...

    bhula do vo zamana jab mujhe apna banaaya tha
    bhula do munh me ulfat jab tumhare lab pe aaya

    tha
    bhula do vo kasam
    bhula do vo kasam jo dilaayi thi kabhi tumne
    bhula do vo kasam jo ki khaai thi kabhi tumne
    bhula do dil se tum guzare huye rangin zamane ko
    bhula do, haan bhula do ishq ke saza fasaane ko
    tamannaao ki basti me, adhera hi adhera hai
    kise apna kahu koi jo apna tha paraaya hai
    yu hi duniya badalti hai, isi ka naam duniya hai
    kabhi sukh hai, kabhi dukh hai, abhi kya tha,

    abhi kya hai
    mohabbat karne vaalo ka tadapna kisne dekha hai
    yaha badla wafa ka bewfaayi ke siva kya hai
    yaha badla...))

    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Yahan Badla Wafa Ka mp3 song, Yahan Badla Wafa Ka lyrics, Yahan Badla Wafa Ka Lyrics, Lyrics Yahan Badla Wafa Ka, Yahan Badla Wafa Ka hindi lyrics, Yahan Badla Wafa Ka hindi movie songs, Yahan Badla Wafa Ka bollywood songs, Yahan Badla Wafa Ka bollywood songs lyrics Download Yahan Badla Wafa Ka mp3 song