BollywoodTarane

    Download Yad Kar Yad Kar song

    Sitapur Ki Geeta 1987

    Free Yad Kar Yad Kar mp3 song

    We presents for now Yad Kar Yad Kar mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Yad Kar Yad Kar
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Yad Kar Yad Kar Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Yad Kar Yad Kar
    Song Lyrics Movie = Sitapur Ki Geeta (1987)
    Singers = Asha Bhosle
    Song Lyricists = Verma Malik
    Music Composer = Master Sonik, Om Prakash Sharma
    Director = Shibu Mitra
    Music Label = T-Series
    Starring = Hema Malini, Rajesh Khanna,
     Rajan Sippy, Pran, Shoma Anand
    Release on = 8th May, 1987


    mp3 songs


    ((Yaad kar yaad kar wo gujra jamana
    Hum to bhule nahi
    Tera kissa purana hum to bhule nahi
    Hai wahi jo bane the tere julm ka nishana
    Hum to bhule nahi
    Tera kissa purana hum to bhule nahi
    Yaad kar yaad kar

    Tune ek suhagan ke jiwan ka bandhan toda
    Tune ek suhagan ke jiwan ka bandhan toda
    Milan se pahle bichad gaya tha
    Ek hanso ka joda
    Are ek hanso ka joda
    Us tere sitam ka ab hai badla chukana
    Hum to bhule nahi
    Tera kissa purana hum to bhule nahi
    Yaad kar yaad kar ho yaad kar

    Hum dono ko aaj mukaddar amne samne laya
    Hum dono ko aaj mukaddar amne samne laya
    Bahut dino se intzar tha
    Aaj wahi din aaya
    Are aaj wahi din aaya
    Kaun hai tune to hamko nahi pahchana
    Hum to bhule nahi
    Tera kissa purana hum to bhule nahi
    Yaad kar yaad kar yaad kar

    Padegi jispe najar hamari
    Wo kaha bach ke jaye
    Padegi jispe najar hamari
    Wo kaha bach ke jaye
    Aaj hi akhiri sham samjh le
    Kal aaye na aaye
    Tera kal aaye na aaye
    Baithe hai baithe hai
    Hum bhi tan ke nishana
    Hum to bhule nahi
    Tera kissa purana hum to bhule nahi
    Yaad kar yaad kar yaad kar

    Yaad kar yaad kar wo gujra jamana
    Hum to bhule nahi
    Tera kissa purana hum to bhule nahi
    Yaad kar yaad kar yaad kar.))


    Posted by : {Akanksha shukla}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Yad Kar Yad Kar mp3 song, Yad Kar Yad Kar lyrics, Yad Kar Yad Kar Lyrics, Lyrics Yad Kar Yad Kar, Yad Kar Yad Kar hindi lyrics, Yad Kar Yad Kar hindi movie songs, Yad Kar Yad Kar bollywood songs, Yad Kar Yad Kar bollywood songs lyrics Download Yad Kar Yad Kar mp3 song