BollywoodTarane

    Download Yaar Mila Tha song

    Blue 2009

    Free Yaar Mila Tha mp3 song

    We presents for now Yaar Mila Tha mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Yaar Mila Tha
    Artist : Udit Narayan
    Save As
    Yaar Mila Tha Song Lyrics
    Song lyrics Title: Yaar Mila Tha
    Song lyrics movie/album name: blue
    singer : MADHUSREE, UDIT NARAYAN

    new song lyrics



    Khudi khudi Khudi khudi khudiye we done it all
    Khudi khudi Khudi khudi khudiye we done it all
    Khudi khudi Khudi khudi khudiye we done it all
    Khudi khudi Khudi khudi yeh eehh eehhh

    Yaar mila tha saiyaan ek din
    Yaar mila tha saiyaan
    Aankhon mein sapne dil mein leke
    Pyaar mila tha saiyyaan

    Kya main karti saiyyan baiyyan
    Kya main karti saiyyaan
    Teri yaad mein kitni sadiyaan
    Aah bharti saiyyan

    Aarre kuch toh sharm kar leti
    Aab kya kahengi duniya
    Kyun uske sang ho li
    Us peepal ki chaaiyaan

    Socha nikal loon par pallu woh khencha zor se
    Bola sandesa hai laaya woh teri aur se

    Haaye dil ghayal zakhmi jiya
    Kaise jeeye ab tera piya

    Maar diya dulhaniya tu ne
    Maar diya dulhaniya
    Jeete jee apne saiyaan ko
    Maar diya dulhaniya

    Yaar mila tha saiyaan ek din
    Yaar mila tha saiyaan

    Khudi khudi Khudi khudi khudiye we done it all
    Khudi khudi Khudi khudi khudiye we done it all
    Khudi khudi Khudi khudi khudiye we done it all
    Khudi khudi Khudi khudi yeh eehh eehhh

    Hai kusoor kya mera
    Batana yu sata main
    Teri raah takti thi

    Raah takti thi to khafa
    Ho gayi thi tu ya bewafa
    Ke panghat pe
    Ghoonghat ke bina
    Jaa baithi kaise tu woh bhi mere bina
    Usi panghat pe
    Jahan jhat se
    Pehli baar thaami thi maine
    Teri kalayi
    Harjayi
    Jahan dhoop se hum bache the
    Jahan Nache the
    Apne kadam
    Aur besharam woh kalayi tu thama ke aayi
    Haathon mein na jaane
    Kis khotte ke
    Kis potte ke
    Mere hote se par sote se

    Ooooo
    Par tu ne hi to usse bheja na?
    Ooooo
    Ke mera pyaar piya ko dejana

    Ohhoo hhohoo

    Khudi khudi Khudi khudi khudiye we done it all
    Khudi khudi Khudi khudi yeh eehh eehhh

    Yaar bulaya saiyaan
    Maine yaar bulaya saiyaan
    Bhooli saari duniya
    Jab ek baar bulaya saiyaan

    Toh a gale dulhaniya
    Lag jaa a gale dulhaniya
    Dhekh ke aapni yaari duniya
    Laakh jale dulhaniya

    Yaar bulaya saiyaan
    Lag jaa a gale dulhaniya
    Bhooli saari duniya
    Duniya laakh jale dulhaniya

    Arre teri waffa ke kisse
    Ab ga rahi hai duniya
    Har maa kahe bete se
    La aise dulhaniya

    Haay dil ghayal zakhami jiya
    Jeeye bas jeeye ab mera piya

    Khudi khudi Khudi khudi khudiye we done it all
    Khudi khudi Khudi khudi khudiye we done it all
    Khudi khudi Khudi khudi khudiye we done it all
    Khudi khudi Khudi khudi yeh eehh eehhh

    Aa tha aa teena aa teen teen teena
    Aa tha aa teena aa teen teen teena
    Aa tha aa teena aa teen teen teena 
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Yaar Mila Tha mp3 song, Yaar Mila Tha lyrics, Yaar Mila Tha Lyrics, Lyrics Yaar Mila Tha, Yaar Mila Tha hindi lyrics, Yaar Mila Tha hindi movie songs, Yaar Mila Tha bollywood songs, Yaar Mila Tha bollywood songs lyrics Download Yaar Mila Tha mp3 song