BollywoodTarane

    Download Yaar Chulbula Hai song

    Dil Deke Dekho 1959

    Free Yaar Chulbula Hai mp3 song

    We presents for now Yaar Chulbula Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Yaar Chulbula Hai
    Artist : Mohammad Rafi
    Save As
    Yaar Chulbula Hai Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Yaar Chulbula Hai
    Song Lyrics Movie : Dil Deke Dekho (1959)
    Singer :- Mohammed Rafi

    mp3 songs

    Yaar Chulbula Hai

    Yaar chulbula hai haseen dilruba
    Jhooth bolta hai magar zara zara
    Toh bolo ji kya kare deewana
    Toh bolo ji kya kare deewana

    Yeh kisse pata hai yeh husn ki adaa hai
    Tumko dil diya hai magar zara zara
    Toh dekho ji hoke miyaan na jaana
    Toh dekho ji hoke miyaan na jaana

    Yaar chulbula hai

    Chodo sharaarat shabaab ke hain din
    Bachpan ke shaayad janaab ke hain din
    Chhodo sharaarat shabaab ke hain din
    Bachpan ke shaayad janaab ke hain din

    Bas isi adaa mein ham sanam tumhaare ho liye
    Kis tarah yakeen hamko aaye ye toh boliya
    Toh sun lo, Toh sun lo, Toh sun sun sun sun sun
    Toh sun lo ji bolta hai kya zamaana
    Toh dekho ji dhokhe mein aa na jaana

    Yaar chulbula hai

    Uljhe se balon ka hai yeh haal kya
    Tumne jo dekha toh aa gaya yeh nasha
    Uljhe se balon ka hai yeh haal kya
    Tumne jo dekha toh aa gaya yeh nasha

    Chal raha hai teer dil bachaaiye bachaaiye
    Pehle nain ki jhuki kamaan toh utthaiye
    Toh dekho, Toh dekho, toh de de de de de
    Toh dekho ji dil ho gaya nishaana
    Toh bolo ji kya kare deewana

    Yaar chulbula hai

    Aise haseeno ka aitbaar kya
    Acchha toh takhte ho baar baar kya
    Arrey Aise haseeno ka aitbaar kya
    Acchha toh takhte ho baar baar kya

    Dekhta hoon kisne yeh haseen shakal baanai hai
    Aisa lag raha ki tumne gahri chot khaai hai
    Toh dekho, Toh dekho, toh dekh dekh dekh
    Toh dekho ji iss dil ka dil milaana
    Toh dekho ji dhokhe mein aa na jaana

    Yaar chulbula hai haseen dilruba
    Jhooth bolta hai magar zara zara
    Toh bolo ji fir kya kare deewana
    Toh dekho ji dhokhe mein aa na jaana
    Toh bolo ji fir kya kare deewana
    Toh dekho ji dhokhe mein aa na jaana




    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Yaar Chulbula Hai mp3 song, Yaar Chulbula Hai lyrics, Yaar Chulbula Hai Lyrics, Lyrics Yaar Chulbula Hai, Yaar Chulbula Hai hindi lyrics, Yaar Chulbula Hai hindi movie songs, Yaar Chulbula Hai bollywood songs, Yaar Chulbula Hai bollywood songs lyrics Download Yaar Chulbula Hai mp3 song