BollywoodTarane

    Download Ya to barbaad kar do song

    Ludo 2020

    Free Ya to barbaad kar do mp3 song

    We presents for now Ya to barbaad kar do mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Ya to barbaad kar do
    Artist : Arijit Singh
    Save As
    Ya to barbaad kar do Song Lyrics
    Song Title = Ya to barbaad kar do
    Movie/album = Ludo 2020
    Singers = Arijit Singh
    Song Lyricists = Sandeep Srivastava
    Music = Pritam

    Mp3 Song Lyrics
    Ya toh barbaad kar do Ya toh barbaad kar do, ya phir aabaad kar do Ya toh barbaad kar do, ya phir aabaad kar do "Woh galat tha, yeh sahi hai, " jhooth yeh aaj keh do Itna ehsaan kar do...
    Itna ehsaan kar do, poore armaan kar do Lab pe aakar jo ruke hain, dhaai woh harf keh do "Meri saanson se judi hai teri har saans, " keh do
    Mushkil aasaan kar do (Kar do, kar do, mushkil aasaan...)
    Mushkil aasaan kar do
    Ya toh barbaad kar do, ya phir aabaaacd kar do Ya toh barbaad kar do...
    Meetha sa yeh zeher main toh peeta rahunga Tu Khuda na sahi, main toh sajde karunga Mm, mm
    Meetha sa yeh zeher main toh peeta rahunga Tu Khuda na sahi, main toh sajde karunga
    Tum jo Shirin na hue kya? Hum ko Farhad kar do "Meri saanson se judi hai teri har saans, " keh do Mushkil aasaan kar do
    Ya toh barbaad kar do, ya phir aabaad kar do Ya toh barbaad kar do... Keh do (keh do), keh do (keh do)
    Keh do (keh do), keh do (keh do) (Keh do)
    Khwabon ko jagah na mili aankhon mein Wahan pehle se hi sailaab tha
    Naghme banata phira saazon pe Dil apna faqat mizraab tha Mm, oh-oh
    Khwabon ko jagah na mili aankhon mein Wahan pehle se hi sailaab tha Naghme banata phira saazon pe
    Dil apna faqat mizraab tha Meri bejaan hasraton ko qaabil-e-daar kar do "Meri saanson se judi hai teri har saans, " keh do Itna ehsaan kar do (kar do, kar do, itna ehsaan)
    Itna ehsaan kar do, poore armaan kar do Ya toh barbaad kar do, ya phir aabaad kar do
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Ya to barbaad kar do mp3 song, Ya to barbaad kar do lyrics, Ya to barbaad kar do Lyrics, Lyrics Ya to barbaad kar do, Ya to barbaad kar do hindi lyrics, Ya to barbaad kar do hindi movie songs, Ya to barbaad kar do bollywood songs, Ya to barbaad kar do bollywood songs lyrics Download Ya to barbaad kar do mp3 song