BollywoodTarane

    Download Woh Teri Duniya Nahin song

    Dacait 1987

    Free Woh Teri Duniya Nahin mp3 song

    We presents for now Woh Teri Duniya Nahin mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Woh Teri Duniya Nahin
    Artist : XYZ
    Save As
    Woh Teri Duniya Nahin Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Woh Teri Duniya Nahin
    Song Lyrics Movie = Dacait 1987
    Singer = N/A

    Mp3 Song Lyrics

    ((woh teri duniya nahin, woh teri mehfil nahin
    uss taraf mat ja, udhar rasta toh hai manjil nahin)  (2)
    woh teri duniya nahin, woh teri mehfil nahin...

    rote teri yaad mein gujarega har saawan mera  (2)
    jab kahenge log daaku ban gaya saajan tera
    mujhape kya -3 gujaregi tu iss baat se gaafil nahin
    uss taraf mat ja, udhar rasta toh hai manjil nahin
    woh teri duniya nahin, woh teri mehfil nahin...

    geet bulbul ka hai yeh koyal ki mithi kuk hai  (2)
    jindagi hai phul tere haath mein banduk hai
    tu mera -3 saajan hai saajan, tu koyi kaatil nahi
    uss taraf mat ja, udhar rasta toh hai manjil nahin
    woh teri duniya nahin, woh teri mehfil nahin...


    har kasam ko todkar, har ek waada todkar  (2)
    ja raha hai aaj tu nafrat se sabako chhodkar
    kya meri -3 chaahat bhi tere pyaar ke kaabil nahi
    (uss taraf mat ja, udhar rasta toh hai manjil nahin
    woh teri duniya nahin, woh teri mehfil nahin...))  (2)

    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Woh Teri Duniya Nahin mp3 song, Woh Teri Duniya Nahin lyrics, Woh Teri Duniya Nahin Lyrics, Lyrics Woh Teri Duniya Nahin, Woh Teri Duniya Nahin hindi lyrics, Woh Teri Duniya Nahin hindi movie songs, Woh Teri Duniya Nahin bollywood songs, Woh Teri Duniya Nahin bollywood songs lyrics Download Woh Teri Duniya Nahin mp3 song