BollywoodTarane

    Download Woh Jahaan Poore Ho Armaan song

    Rock On 2 2016

    Free Woh Jahaan Poore Ho Armaan mp3 song

    We presents for now Woh Jahaan Poore Ho Armaan mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Woh Jahaan Poore Ho Armaan
    Artist : Farhan Akhtar
    Save As
    Woh Jahaan Poore Ho Armaan Song Lyrics
    Song Title = Woh Jahaan Poore Ho Armaan
    Movie/album = Rock On 2 (2016)
    Singers = Farhan Akhtar, Shraddha Kapoor
    Song Lyricists = Javed Akhtar
    Music Director = Darshan Doshi, Sheldon D’Silva, Soumik Dutta
    Director = Shujaat Saudagar

    Mp3 Song Lyrics

    ((Neela aakash jo ik samandar hai
    Usme kahin koi aisa sitara bhi hai
    Jisme dusri ik duniya ho basi
    Jisme jagti ho zindagi
    Par humse alag humse judaa
    Ik nishaan bhi na ho dard ka
    Jeena jahan ho nahi mushkil

    Koi rota na ho chain khota na ho
    Na kabhi toote kisi ka dil

    Woh jahaan
    Koi dukh na ho na ho koi gham
    Woh jahaan
    Palkein na ho namm
    Dilo mein
    Hona deeware na dooriya
    Woh jahaan
    Poore ho armaan

    Sab ko ho yeh pata
    Sabke dilo me ek gehri dhara bhi hai
    Neele aakash me koi aisa sitara bhi hai

    Neele aakash ke iss samandar ka
    Chand ki kashti mein
    Maine kiya hai safar
    Dhoondhti ho agar
    Tum jo duniya haseen
    Woh duniya hai yahin
    Woh yahin hai kahin

    Haan magar uske chehre par
    Nafrat ki zulm ki
    Ik dhul hai jamm gayi

    Haan magar uske tann pe lipti
    Lalach ki hai zanzeer toh
    Ho duniya te aate tham gayi

    Uske chehre se yeh dhool hatt jaye to
    Uske tann se ye zanzeer katt jaye to
    Dekhna phir yahan
    Iss zameen par hi hogi woh duniya

    Woh jahan
    Koi dukh na ho na ho koi gham
    Woh jahan
    Palkein na ho namm
    Dilo me
    Hona deeware na dooriya
    Woh jahan
    Pure ho armaan

    Muskurati ho chehre par ek roshni
    Zindagi ho mohabbat bhari zindagi.))

    Posted by : {Sandhya Kanojiya}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Woh Jahaan Poore Ho Armaan mp3 song, Woh Jahaan Poore Ho Armaan lyrics, Woh Jahaan Poore Ho Armaan Lyrics, Lyrics Woh Jahaan Poore Ho Armaan, Woh Jahaan Poore Ho Armaan hindi lyrics, Woh Jahaan Poore Ho Armaan hindi movie songs, Woh Jahaan Poore Ho Armaan bollywood songs, Woh Jahaan Poore Ho Armaan bollywood songs lyrics Download Woh Jahaan Poore Ho Armaan mp3 song