BollywoodTarane

    Download Woh Bhi Ek Daur Tha song

    FM Fun Aur Masti 2007

    Free Woh Bhi Ek Daur Tha mp3 song

    We presents for now Woh Bhi Ek Daur Tha mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Woh Bhi Ek Daur Tha
    Artist : Adil Hussaini
    Save As
    Woh Bhi Ek Daur Tha Song Lyrics
      Song Lyrics: Woh Bhi Ek Daur Tha
    Song Lyrics  Movie or Album: FM Fun Aur Masti 2007
    Singer(s): Adil Hussaini
    Music Director(s): Adil Hussaini, Shiek
    Lyricist(s): Unknown

     Lyrics
    tabdiliyaan jahaan ki rasmo riwaaj kya hai
    yeh log jaante hai, kal kya tha, aaj kya hai

    (woh bhi ek daur tha, yeh bhi ik daur hai
    woh jahaan aur tha, yeh jahaan aur hai) - 3
    jindagi ke hai chehre kayi, aur isape hai pehre kayi - 2
    dekhiye toh yahaan kuchh nahin, sochiye kaabile gaur hai
    (woh bhi ek daur tha, yeh bhi ik daur hai
    woh jahaan aur tha, yeh jahaan aur hai) - 2

    jindagi ke naye saanz par, kyun thirkate hain ujale badar? - 2
    loot gayi hai kalin ki hasin, chhin gaya phool ka baakpan - 2
    khaamoshi mein bada shor hai
    (woh bhi ek daur tha, yeh bhi ik daur hai
    woh jahaan aur tha, yeh jahaan aur hai) - 2

    shaayari shaayari dil ki aawaaj hai meri - 6
    (kisko sunaaye kisho bataaye duniya ki daastaan
    hamse kafa hai hamse juda hai kal the jo meherbaan) - 2
    shaayari shaayari dil ki aawaaj hai meri - 2

    (aao dilon ko phirse milaaye kirdaar nek ho
    duri bhulaake nafrat mitaake hum phirse ek ho) - 2
    hum phirse ek ho, ek ho, hum phirse ek ho, ek ho.........
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Woh Bhi Ek Daur Tha mp3 song, Woh Bhi Ek Daur Tha lyrics, Woh Bhi Ek Daur Tha Lyrics, Lyrics Woh Bhi Ek Daur Tha, Woh Bhi Ek Daur Tha hindi lyrics, Woh Bhi Ek Daur Tha hindi movie songs, Woh Bhi Ek Daur Tha bollywood songs, Woh Bhi Ek Daur Tha bollywood songs lyrics Download Woh Bhi Ek Daur Tha mp3 song