BollywoodTarane

    Download Wallah Kya Baat Hai song

    Rishta Ho ToAisa 1992

    Free Wallah Kya Baat Hai mp3 song

    We presents for now Wallah Kya Baat Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Wallah Kya Baat Hai
    Artist : Alka Yagnik
    Save As
    Wallah Kya Baat Hai Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Wallah Kya Baat Hai
    Song Lyrics Movie = Rishta To Ho Aisa (1992)
    Singers = Alka Yagnik, Sudesh Bhonsle
    Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
    Music Composer = Laxmikant Shantaram Kudalkar
    (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma
    (Laxmikant Pyarelal)
    Director = Kalpataru
    Music Label = TIPS Music
    Starring = Rishi Kapoor, Juhi Chawla, Jeetendra
    Release on = 28th August, 1992


    mp3 songs


    Wallah kya baat hai
    Wallah kya baat hai
    Wallah kya baat hai
    Wallah kya baat hai
    Hai mera maashuk kitna haseen
    Ghul pairhan ghul badan ghul zabee
    Kasame khuda bas karamaat hai

    Wallah kya baat hai
    Wallah kya baat hai
    Wallah kya baat hai
    Haay haay kya baat hai
    Aashiq bhi mera hai kitna haseen
    Dilbar dilshaad maade nashee
    Kasame khuda bas karamaat hai
    Wallah kya baat hai
    Wallah kya baat hai
    Wallah kya baat hai
    Wallah kya baat hai

    Daale nazar to tadap jaaye dil
    Aashiq se behale na behlaaye dil
    Majnu bhi ho to kahe haaye dil
    Koi dulha bhi ho to dulhan chhodke
    Mere maashuk ke pichhe pichhe phire
    Log puchhe ke yeh kiski baarat hai
    Wallah kya baat hai
    Wallah kya baat hai
    Wallah kya baat hai
    Haay haay kya baat hai

    Hai mere khaala ka kissa ajeeb
    Gundon ke ghere mein thi main gareeb
    Yeh bhaag kar aaya mere kareeb
    Mere aashiq ne phir woh tamasha kiya
    Iski todi kamar usko laafa diya
    Yeh jawaan mard mere saath hai
    Wallah kya baat hai
    Wallah kya baat hai
    Wallah kya baat hai
    Haay haay kya baat hai

    Kyaa cheez hai ye mera khushzamaat
    Chikne mulayam yeh resham se baal
    Upar se do do malaai ke thaal
    O mere ghulzamaa ye tu kyaa kardiya
    Yeh kameena to mere gale pad gaya
    Aabroo meri khaala tere haath mein hai
    Wallah kyaa baat hai
    Wallah kya baat hai
    Wallah kya baat hai
    Haay haay kya baat hai
    Hai mera maashuk kitna haseen
    Aashiq bhi mera hai kitna haseen
    Kasame khuda bas karamaat hai
    Wallah kya baat hai
    Wallah kya baat hai
    Wallah kya baat hai
    Haay haay kya baat hai....


    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Wallah Kya Baat Hai mp3 song, Wallah Kya Baat Hai lyrics, Wallah Kya Baat Hai Lyrics, Lyrics Wallah Kya Baat Hai, Wallah Kya Baat Hai hindi lyrics, Wallah Kya Baat Hai hindi movie songs, Wallah Kya Baat Hai bollywood songs, Wallah Kya Baat Hai bollywood songs lyrics Download Wallah Kya Baat Hai mp3 song