BollywoodTarane

    Download Umango ki sakhi song

    Amar 1954

    Free Umango ki sakhi mp3 song

    We presents for now Umango ki sakhi mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Umango ki sakhi
    Artist : Lata Mangeshkar
    Save As
    Umango ki sakhi Song Lyrics
    Song Title : Umango Ko Sakhi
    Movie/Album Name: AMAR
    Singer(s) : LATA MANGESHKAR

    Lyrics:

    umangon ko sakhi pi ki nagariya kaise le jaau
    chorus: umangon ko sakhi pi ki nagariya kaise le jaau
    kamar lachake mori
    haay kamar lachake mori bhaari gagariya kaise le jaau
    chorus: kamar lachake mori bhaari gagariya kaise le jaau

    dagar mein roop ke lobhi nagar mein man ke mailen hain
    chorus: nagar mein man ke mailen hain
    yahaan paapi najareeyon ke hazaaron jaal phailen hain
    chorus: hazaaron jaal phailen hain
    bhare baazaar mein baali umariya kaise le jaau
    kamar lachake mori
    chorus: haay kamar lachake mori bhaari gagariya kaise le jaau
    chorus: umangon ko sakhi pi ki nagariya kaise le jaau

    mohe duniya se dar laage yahaan laakhon hain matwaale
    chorus: yahaan laakhon hain matwaale
    na jaane koi albela mohe kis rang mein rang daale
    chorus: mohe kis rang mein rang daale
    rangeelon mein bhala kori chunariya kaise le jaau
    kamar lachake mori
    chorus: haay kamar lachake mori bhaari gagariya kaise le jaau
    chorus: umangon ko sakhi pi ki nagariya kaise le jaau

    laga ke haathon mein mehandi racha ke nainon mein ratiya
    chorus: racha ke nainon mein ratiya
    dulahaniya banke nikli hu milenge aaj man basiya
    chorus: milenge aaj man basiya
    sajan ke dwaar se pyaasi najariya kaise le jaau
    kamar lachake mori
    chorus: haay kamar lachake mori bhaari gagariya kaise le jaau
    chorus: umangon ko sakhi pi ki nagariya kaise le jaau
    Umango ki sakhi Video Song

    Umangon Ko Sakhi (HD) - Amar Song - Nimmi - Filmigaane

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Umango ki sakhi mp3 song, Umango ki sakhi lyrics, Umango ki sakhi Lyrics, Lyrics Umango ki sakhi, Umango ki sakhi hindi lyrics, Umango ki sakhi hindi movie songs, Umango ki sakhi bollywood songs, Umango ki sakhi bollywood songs lyrics Download Umango ki sakhi mp3 song