BollywoodTarane

    Download Tumhi Ne Dard Diya song

    Chhoo Mantar 1956

    Free Tumhi Ne Dard Diya mp3 song

    We presents for now Tumhi Ne Dard Diya mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Tumhi Ne Dard Diya
    Artist : Mohammad Rafi
    Save As
    Tumhi Ne Dard Diya Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Tumhi Ne Dard Diya Hai
    Song Lyrics Movie : Chhoo Mantar (1956)
    Singer : Mohd. Rafi & Geeta Dutt

    mp3 songs

    Gareeb Jaan Ke Humko Na Tum Mita Dena, Tumhin Ne Dard Diya
    Tumhin Ne Dard Diya, Tumhin Dawa Dena
    Gareeb Jaan Ke...

    Lagi Hai Chot Kaleje Pe Umr Bhar Ke Liye (2)
    Tadap Rahe Hain Mohabbat Mein Ek Nazar Ke Liye, Nazar Mila Ke
    Nazar Mila Ke Mohabbat Se Muskuraa Dena
    Tumhin Ne Dard Diya, Tumhin Dawa Dena
    Gareeb Jaan Ke...


    Jahan Mein Aur Hamaara Kahan Thikaana Hai (2)
    Tumhaare Dar Se Kahan Uth Ke Humko Jaana Hai, Jo Ho Sake Toh
    Jo Ho Sake Toh Muqadaar Mera Jaga Dena
    Tumhin Ne Dard Diya, Tumhin Dawa Dena
    Gareeb Jaan Ke...

    Mila Qaraar Na Dil Ko Kisi Bahaane Se
    Tumhaari Aas Lagaayein Hain Ek Zamaane Se, Kabhi Toh Apni
    Kabhi Toh Apni Mohabbat Ka Aasra Dena
    Tumhin Ne Dard Diya, Tumhin Dawa Dena
    Gareeb Jaan Ke...

    Geeta Dutt: Nazar Tumhaari Mere Dil Ki Baat Kehti Hai (2)
    Tumhaari Yaad Toh Din Raat Saath Rehti Hai, Tumhaari Yaad Ko
    Tumhaari Yaad Ko Mushkil Hai Ab Bhula Dena
    Tumhin Ne Dard Diya, Tumhin Dawa Dena
    Tumhi Ne Dard Diya...

    Mohd.Rafi: Milega Kya Jo Yeh Duniya Humein Sataayegi (2)
    Tumhaare Bin Toh Humein Maut Bhi Na Aayegi, Kisi Ke Pyaar Ko
    Kisi Ke Pyaar Ko Aasaan Nahin Mita Dena
    Tumhin Ne Dard Diya, Tumhin Dawa Dena
    Gareeb Jaan Ke!



    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Tumhi Ne Dard Diya mp3 song, Tumhi Ne Dard Diya lyrics, Tumhi Ne Dard Diya Lyrics, Lyrics Tumhi Ne Dard Diya, Tumhi Ne Dard Diya hindi lyrics, Tumhi Ne Dard Diya hindi movie songs, Tumhi Ne Dard Diya bollywood songs, Tumhi Ne Dard Diya bollywood songs lyrics Download Tumhi Ne Dard Diya mp3 song