BollywoodTarane

    Download Tumhari Yaad Ne Bechain song

    Raat Ke Andhere Mein 1986

    Free Tumhari Yaad Ne Bechain mp3 song

    We presents for now Tumhari Yaad Ne Bechain mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Tumhari Yaad Ne Bechain
    Artist : Vinod Rathod
    Save As
    Tumhari Yaad Ne Bechain Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Tumhari Yaad Ne Bechain
    Song Lyrics Movie = Raat Ke Andhere Mein (1986)
    Singers = Vinod Rathod
    Song Lyricists = Gauhar Kanpuri
    Music Composer = Surender Kohli
    Director = Vinod Talwar
    Music Label = T-Series
    Starring = Dev Kumar, Sonia Sahni, Maruti, A. N.
    Ansari, Tiwari


    mp3 songs


    Tumhari yaad ne bechain mujhko raat bhar rakha
    Tumhari yaad ne bechain mujhko raat bhar rakha
    Kabhi takiya kabhi takiya
    Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya udhar rakha
    Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya udhar rakha
    Tumhari yaad ne bechain mujhko raat bhar rakha
    Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya ha

    Kai din se tumhare milne ki thi aarzoo dil mein
    Nazar aa jao bas ek bar ye thi zustazu dil mein
    Kai din se tumhare milne ki thi aarzoo dil mein
    Nazar aa jao bas ek bar ye thi zustazu dil mein
    Ye thi zustazu dil mein
    Miloge tum kabhi to dil isi ummid par rakha
    Miloge tum kabhi to dil isi ummid par rakha
    Kabhi takiya aaha kabhi takiya ho o
    Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya udhar rakha
    Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya ha

    Mile yu to kai masuk is duniya ki raaho mein
    Magar tum jaisa katil chad gaya meri nigaho mein
    Mile yu to kai masuk is duniya ki raaho mein
    Magar tum jaisa katil chad gaya meri nigaho mein
    Meri nigaho mein
    Tumhari in adao ne mujhe deewana kar rakha
    Tumhari in adao ne mujhe deewana kar rakha
    Kabhi takiya haye kabhi takiya hoye
    Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya udhar rakha
    Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya ha

    Tamanna thi to bas ye ithi ki tumhari did ho jaye
    Tumhari did ho jaye to apni eid ho jaye
    Tamanna thi to bas ye ithi ki tumhari did ho jaye
    Tumhari did ho jaye to apni eid ho jaye
    Tamanna thi to bas ye ithi ki tumhari did ho jaye
    Tumhari did ho jaye to apni eid ho jaye
    To apni eid ho jaye
    Chhupake aaj tak ye chand ka chehara kidhar rakha
    Chhupake aaj tak ye chand ka chehara kidhar rakha
    Kabhi takiya kabhi takiya
    Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya udhar rakha
    Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya udhar rakha
    Tumhari yaad ne bechain mujhko raat bhar rakha
    Kabhi takiya idhar rakha kabhi takiya ha...



    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Tumhari Yaad Ne Bechain mp3 song, Tumhari Yaad Ne Bechain lyrics, Tumhari Yaad Ne Bechain Lyrics, Lyrics Tumhari Yaad Ne Bechain, Tumhari Yaad Ne Bechain hindi lyrics, Tumhari Yaad Ne Bechain hindi movie songs, Tumhari Yaad Ne Bechain bollywood songs, Tumhari Yaad Ne Bechain bollywood songs lyrics Download Tumhari Yaad Ne Bechain mp3 song