BollywoodTarane

    Download Tumhare Roop Ka Suraj song

    Tadap Aisi Bhi Hoti Hai 1988

    Free Tumhare Roop Ka Suraj mp3 song

    We presents for now Tumhare Roop Ka Suraj mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Tumhare Roop Ka Suraj
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Tumhare Roop Ka Suraj Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Tumhare Roop Ka Suraj
    Song Lyrics Movie = Tadap Aisi Bhi Hoti Hai (1988)
    Singers = Asha Bhosle, Suresh Wadkar
    Song Lyricists = M. G. Hashmat
    Music Composer = Rahul Dev Burman
    Music Label = T-Series
    Starring = Meenakshi Seshadri, Chunky Pandey


    mp3 songs


    Tumhare roop ka suraj
    Chamkta hi rahe har dum
    Tuhare pyaar mein yeh dil
    Tadapta hi rahe har dum
    Tumhare roop ka suraj
    Chamkta hi rahe har dum
    Tuhare pyaar mein yeh dil
    Tadapta hi rahe har dum

    Ada teri se behatar to
    Dawa dil ki nahi koi
    Mujhe achha nahi lagta
    Yaha tere siva koi
    Ada teri se behatar to
    Dawa dil ki nahi koi
    Mujhe achha nahi lagta
    Yaha tere siva koi
    Agar tu na mile to dil
    Bhataka hi rahe har dum
    Tuhare pyaar mein yeh dil
    Tadapta hi rahe har dum

    Teri surat se is dil mein
    Sawal uthte hai chahat ke
    Tere khwabo mein jaaga hun
    Tere kadmo ki aahat se
    Teri surat se is dil mein
    Sawal uthte hai chahat ke
    Tere khwabo mein jaaga hun
    Tere kadmo ki aahat se
    Magar jaane kaha hoga
    Tumhare saath yeh sangm
    Tuhare pyaar mein yeh dil
    Tadapta hi rahe har dum

    Kisi ka ho chuka ho jo
    Kisi ka ho nahi sakta
    Yeh sauda zindagi ka hai
    Dobaraa ho nahi sakta
    Kisi ka ho chuka ho jo
    Kisi ka ho nahi sakta
    Yeh sauda zindagi ka hai
    Dobaraa ho nahi sakta
    Nahi malum yeh tumko
    Amanat hai kisi ki ham
    Tuhare pyaar mein yeh dil
    Tadapta hi rahe har dum
    Tumhare roop ka suraj
    Chamkta hi rahe har dum
    Tuhare pyaar mein yeh dil
    Tadapta hi rahe har dum....


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Tumhare Roop Ka Suraj mp3 song, Tumhare Roop Ka Suraj lyrics, Tumhare Roop Ka Suraj Lyrics, Lyrics Tumhare Roop Ka Suraj, Tumhare Roop Ka Suraj hindi lyrics, Tumhare Roop Ka Suraj hindi movie songs, Tumhare Roop Ka Suraj bollywood songs, Tumhare Roop Ka Suraj bollywood songs lyrics Download Tumhare Roop Ka Suraj mp3 song