BollywoodTarane

    Download Tujhe Lattoo Bana Doon song

    Chaalbaaz 1978

    Free Tujhe Lattoo Bana Doon mp3 song

    We presents for now Tujhe Lattoo Bana Doon mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Tujhe Lattoo Bana Doon
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Tujhe Lattoo Bana Doon Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Tujhe Lattoo Bana Doon
    Movie/album = Chaal Baaz (1978)
    Singers = Asha Bhosle
    Song Lyricists = Yogesh Gaud
    Music Composer = Madan Mohan Kohli
    Director = Hari Mehra
    Starring = Deepak Khanna, Jaya Kausalya,
    Nadira, Kamal Kapoor,
    Imtiaz

    Mp3 Song Lyrics

    ((Tujhe lattu bana du
    Teri dori ko ghuma ke
    Tujhe lattu bana du
    Teri dori ko ghuma ke
    Tujhe lattu bana du
    Teri dori ko ghuma ke
    Mai hu sayani mujhe
    Bholi na samjhna
    Mai hu sayani mujhe
    Bholi na samjhna
    Tujhe masti
    Tujhe masti me la du
    Abhi chutki bazake
    Tujhe masti me la du
    Abhi chutki bazake
    Tujhe lattu bana du

    Jo mera ghungata ude
    To samjho sau sau mare
    Jo mera ghungata ude
    To samjho sau sau mare
    Jo meri bindiya chamki
    To samjho so so mare
    Teri duniya badal du
    Teri duniya badal du
    Ek thumka laga ke
    Teri duniya badal du
    Ek thumka laga ke
    Tujhe lattu bana du
    Ho tujhe lattu bana du
    Teri dori ko ghuma ke
    Tujhe lattu bana du

    Jo mera dhulka pala
    Shehr me mach gaya halla
    Jo mera dhulka pala
    Shehr me mach gaya halla
    Hajaro lekar aaye
    Kaganwa jhumka chhalla
    Teri chhuti kara du
    Teri chhuti kara du
    Apni nathani hila ke
    Teri chhuti kara du
    Apni nathani hila ke
    Tujhe lattu bana du
    Ho tujhe lattu bana du
    Teri dori ko ghuma ke
    Tujhe lattu bana du

    Jo meri chudi boli
    Sabhi ki niyat doli
    Jo meri chudi boli
    Sabhi ki niyat doli
    Hansi jo mai sharmake
    Lagi kitno ko goli
    Tujhko fansi laga du
    Tujhko fansi laga du
    Apni lat me fansa ke
    Tujhko fansi laga du
    Apni lat me fansa ke
    Tujhe lattu ho
    Tujhe lattu bana du
    Teri dori ko ghuma ke
    Tujhe lattu bana du
    Teri dori ko ghuma ke
    Mai hu sayani mujhe
    Bholi na samjhana
    Mai hu sayani mujhe
    Bholi na samjhana
    Tujhe masti me la du
    Abhi chutki bazake
    Tujhe lattu bana du...))

    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Tujhe Lattoo Bana Doon mp3 song, Tujhe Lattoo Bana Doon lyrics, Tujhe Lattoo Bana Doon Lyrics, Lyrics Tujhe Lattoo Bana Doon, Tujhe Lattoo Bana Doon hindi lyrics, Tujhe Lattoo Bana Doon hindi movie songs, Tujhe Lattoo Bana Doon bollywood songs, Tujhe Lattoo Bana Doon bollywood songs lyrics Download Tujhe Lattoo Bana Doon mp3 song