BollywoodTarane

    Download Tu hai kavita song

    Jeena Sirf Merre Liye 2002

    Free Tu hai kavita mp3 song

    We presents for now Tu hai kavita mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Tu hai kavita
    Artist : Kavita Krishnamoorthy
    Save As
    Tu hai kavita Song Lyrics
      Song Lyrics Title : Tu Hai Solaah
      Song Lyrics Movie/Album Name: JEENA SIRF MERRE LIYE
    Singer(s) : ABHIJEET AND KAVITA KRISHNAMURTHY

    Lyrics
    --MALE--
    Sweetheart!
    O, tu hai solaah satraah saal ki
    Par ladki hai kamaal ki
    Tujhpe yeh dil aa gaya, haai
    Tujhpe yeh dil aa gaya

    --FEMALE--
    O tu hai satraah atraah saal ka
    Par ladka hai kamaal ka
    Mere dil pe tu chha gaya, haai
    Mere dil pe tu chha gaya

    --MALE--
    Teri madhosh yeh aankhen, teri mastaani ada
    Dekhte hi sanam tujhko ho gaya tujhpe fida

    --FEMALE--
    Teri deewaangi dekhi to main bhi khone lagi
    Mere mehboob jaaneman teri main hone lagi

    --MALE--
    Kya hai rangat gore gaal ki
    Par ladki hai kamaal ki
    Tujhpe yeh dil aa gaya, haai
    Tujhpe yeh dil aa gaya

    --FEMALE--
    O tu hai satraah atraah saal ka
    Par ladka hai kamaal ka
    Mere dil pe tu chha gaya, haai
    Mere dil pe tu chha gaya
    Tere jaisa kahin koi nahin hoga zamaane mein
    Tera hi naam aayega mere har ek fasaane mein

    --MALE--
    Meri yaadon ki angdaai, mere khwaabon ki kali
    Churaake chain chori se kahan laheraake chali

    --FEMALE--
    Tu deewaana meri chaal ka
    Par ladka hai kamaal ka
    Mere dil pe tu chha gaya, haai
    Mere dil pe tu chha gaya

    --MALE--
    Tu hai solaah satraah saal ki
    Par ladki hai kamaal ki
    Tujhpe yeh dil aa gaya, haai
    Tujhpe yeh dil aa gaya
    Tu hai kavita Video Song

    (Title Song) Jeena Sirf Mere Liye HD 1080p - Jeena Sirf Merre Liye 2002 - Star Music HD

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Tu hai kavita mp3 song, Tu hai kavita lyrics, Tu hai kavita Lyrics, Lyrics Tu hai kavita, Tu hai kavita hindi lyrics, Tu hai kavita hindi movie songs, Tu hai kavita bollywood songs, Tu hai kavita bollywood songs lyrics Download Tu hai kavita mp3 song